Parvarrish

250 11 5
                                    

Hi guys.. how r u all? This poetry is set when Ishaana decided to marry Om for his wealth but got exposed in front of Obros. This is from Ishaana's side when they accused her as gold digger.

So let's start:

Ishaana:

Dhokha dena meri fidrat nahi,
Par zindagi aise khel khilati hai,
Ki hasti khelti zindagi bhi rone lag jaati hai.

Bahut kuch khoya aur saha hai maine,
Tutte huye dekha hai apno ko maine.

Sukuun ki baat mat kar e gaalib,
Woh khushi ka sukuun ab nahi aata,
Garibi mein sukh ka sukuun kahan,
Iss mein toh sirf dard ka kuaan aur aasun ka talaab hai ,
Jiss mein dard behisaab hai.

Parvarrish par sawaal uthane wale tu hota hai kon,
Jab darwaze par garibi khatkhati hai,
Toh sabse pehle sacchai hi ghagra uthaye khidki sr nikal jaati hai.

Parvarrish par sawaal uthane wale tu hota hai kon,Jab darwaze par garibi khatkhati hai,Toh sabse pehle sacchai hi ghagra uthaye khidki sr nikal jaati hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


So how was it guys....Don't forget to share ur support nd love...
Take care 💞

MOHABBAT KYA HAIWhere stories live. Discover now