Mr.Sen 🏠
Kaka- lo aa gaye hamare ghar ke Ram-Sita,hamare bade beta bahu
Anidita- Namaskar!
Mr.Sen- Namaskar aaiye na baithiye
Arey bhagyawan sunti ho
Mrs.Sen entersMrs.Sen- Namaskar
Everyone- NamaskarMr.Sen- bhagyawan Bondita bahu ko Kripa betiya k pass le jao
Mrs.Sen- ji aaiye na bahuraniji
Bondita goes thereIn Kripa's room
Mrs.Sen- Aaiye na Kripa beti dekh toh kon aaya hai
I am letting Anushka Sen as Kripa in my story.
Kripa's look 👇🏻
Kripa- Namaskar boudi (touching Bondita's feet)
Bondita- arey arey bas mere pair mat chuo Som dada mujhse bade hai woh mere pair nahi chute tum kyu chu rahi ho......vaise naam toh bohot accha hai tumhara Kripa
Kripa- dhanyavad boudi.....maine aapke baare mein bohot suna hai kaise aapka bal vivah hua tha, aapne padhne k liye kya kuch nahi kiya phir London gayi aur Abhi.......
Bondita- abhi Barrister bani nahi hu
Kripa- maine kabhi sapne mein bhi nahi socha tha ki main aapse mil paungi
Bondita- sapne pure bhi hote hai samjhi aap Miss Kripa Sen....aaj toh Som dada ko haan karni hi padegi
Mrs.Sen- ji aapki Kripa hai ( join her hands 🙏🏻)
Bondita- arey aap haath mat jodiye aap mujhse badi hai yeh kya shobha deta hai
Kripa- ji maaf karna
Bondita- koi baat nahi.....accha yeh batao tum Kahan tak padhi ho??
Kripa- ji main nahi padh payi mere bachpan mein parivar Ko kuch paiso ki kami thi isliye....
Bondita- koi baat nahi
Bondita comes outKaka- bahu kaisi hai ladki??
Bondita- kakasasurji bohot acchi hai par bechari padh nahi payi
YOU ARE READING
Anidita- Pride and Prejudice (On Hold)
FanfictionHii everyone! Here is a story of a married couple from 1920s. A girl who is of 8 and a boy of 18. The couple will change the society's unwanted customs and rituals. They will make a new society where everyone will be equal, where the women or girls...