Pallavi desmukh a simple girl and a widow of Mandar desmukh
Sharda: pallavi kab ghar aaigi kitni der ho gai hai
Pallavi: aai bus thoda sa kaam bacha hai vo pura karke jaldi he aati hu
Sharda: theek hai jaldi aana nhi to tere baba gussa karege
Pallavi: ho aai
Krishna: aab kya karege didi abhi to saree ke design final bhi nhi hue hai aur 9 bje rhe hai der bhi ho rhi hai
Pallavi: tum chinta mat karo abhi jitna hua hai kafi hai baki mai ghar jake kar lugi
Krishna: par didi
Pallavi: par var kuch nhi aab tum ghar jao mai bhi ja he rhi hu
Krishna: theek hai didi
Pallavi leaves for her home while in between the road a boy is crying in between the road and a speeding car is approaching him she runs and hugs him the car stops just a few inches away a man comes out
Raghav: andha hai kya dikhai nhi deta hai marne ka shauk chada hai
Raghav's admires pallavi her beautiful eyes her ,hairs and her lips
Pallavi: andhi nhi hu mai tum iss bacche ko takkar marne wale the to isko bachane ke liye samne aai varna mujhe koi shauk nhi hai marne ka
Raghav came back to his sense and realise what was about to happen
Raghav: ha theek hai aage se dhya rakna
Pallavi: Hello dhyan to tum rakna gadi chalate hue varna har roz murder karoge
Raghav: mujhe lecture mat do tum janta nhi hai mai kaun hai
Pallavi: janne me koi interest bhi nhi hai mujhe
Raghav : dekho tum
Without listening to him she ask the boy
Pallavi: beta tum theek to hona tumhe lagi to nhi tum aase beech sadak pe kyu khade the
Before boy could answer Raghav interrupt
Raghav: bolne dega tabhi to bolega na vo
Pallavi: tum to chup he rho aap bto beta kya hua
Boy: vo mere aai baba nhi mil rhe hai
Pallavi: tumhe unka naam apne gharka address ya phone number pta hai
Boy: mujhe naam pta hai par mera ghar yha nhi hai kolapur me hai yha mai ghumne aaya tha aai baba ke sath
Pallavi: aacha chalo police station chalte hai vha se shayad tumhare aai baba ka pta chal jai
Raghav: chalo mai chod deta hai
Pallavi: koi zaurat nhi hai mai isko leke chali jaugi
Raghav: agar tum mere sath chale to tumhara taang nhi tut jaiga vaise bhi late bohot ho gya hai abhi koi auto bhi nhi milega
Pallavi: par
She knows that no auto is gonna come at this time so she has to agree
Pallavi: theek hai chalo
Pallavi and the boy sits at the back after few minutes they reach the police station
Pallavi to constable: hame ek complaint likhwani hai
Suddenly a lady screams Aarav the boy runs and hugs the lady
Lady: kha chale gye the tum
Man: beta hum tumhare liye kitna pareshan ho gye the
Pallavi: aap dono is bacche ke maa baap ho
The duo : ji
Pallavi: aap logo ko dhyan rakhna chaheye na aase gair zimmadari kaise ho sakte hai aap log
Man: hame maaf kijiye ja hamari wajha se jo pareshani hui uske liye thank you isko yha lane ke liye
Pallavi: beta tum bhi apne aai baba ka hath chod ke aase mat bhaga karo
Aarav: theek hai
Pallavi: ruko mere pass tumhare liye kuch hai . She take out a chocolate from her purse. Ye lo tumhare liye
Aarav: wow chocolate thank you didi aap bohot aachi ho aur uncle aap bhi
Raghav: mai tumko uncle dikhai deta hai
Pallavi giggled
Raghav: tum has kaiko rha hai
Pallavi: aacha ye sab chodo aap iska dhyan rakhna mai chalti hu
Pallavi was leaving
Raghav: raat bohot ho gai hai chalo mai tumhe ghar chod deta hai
Pallavi: koi zaurat nhi hai mai chali jaugi
Raghav: tumhe ek baat samajh me nhi aata hai kya
Pallavi: dekho tum apne kaam se mtlab rakho aur ha gadi thodi dheemi chalana pta nhi phir kise thok do
Raghav: oh Hello mai aacha driver hai samjha tum bewakoof hai
Pallavi: agar mai bewakoof hu to tum ghamandi ho
Pallavi leaves
Raghav: mere ko ghamandi bola aaj tak kisi ka himmat nhi hua Raghav Rao se uachi aawaz me baat karne ka aur ye mujhe ghamandi bola tujhe to dekh luga mai
He reaches his home
Farad: anna aap ko itni der kyu ho gai kha the aap
Raghav: kuch nhi farad ek bacche ki madat kar rha tha . He narrates the whole incident.
Aaj tak kisi ne mujhse aase baat nhi kiya aur vo ladki mere ko ghamandi bolaFarad in his mind: aaj pehele baar kisi ladki ne anna ko ulta jawab diya kuch na kuch to baat hogi use jo Raghav Rao ko chup kra de milne padega usse
Raghav: tum kya soch rha hai farad
Farad: kuch nhi aana vo aaj peheli baar aap ke sath kisi ne aase baat ki hai
Raghav: vahi to har ladki jisse mai mila hu vo mujhe dekh ke mere pe lattu ho jati hai aaj ye peheli ladki hai jo mujhpe dhyan bhi nhi diya iske par bohot zada nikal rhe hai iske par katne hoge
Farad: jane dijiye anna aap khana kha lijiye
After dinner
Raghav is still thinking about pallaviRaghav: usme kuch to alag tha ek min itna uske bare me kyu soch rha hai
While pallavi is also thinking about him
Pallavi: kaisa aadmi tha ek baar sorry tak nhi bola agar mai nhi aati to usko to maar he deta chodo mujhe kya karna hai mai chali sone
Both of them slept thinking about eachother
_______________________________________
if there is any mistakes then please ignore and if you all have any suggestions then do let me know if you like the story vote and comment down
YOU ARE READING
Raghav And Pallavi The Undying Bond
RomanceThis story is about Raghav and pallavi read to know about their love