Part 138- Aryan is the blackmailer

348 30 0
                                    

Next day, Neil was in Mini's room and they both were talking about random things when Mini's phone rang.

Mini: Unknown number hai... Wait, kahin yeh woh...

Neil: Possible.

She picked the call and put it on speaker.

Caller: Sirf Rs. 20000/- mein lijiye humara package, jisme hogi meditation, mann ki shudhi ke liye.....

Mini: 🤦🏻‍♀️

Neil: 🤦🏻

Mini: Bekaar advertisements... Mujhe laga... Forget it!!

She looked at him. He was lost in thoughts.

Mini: Neil! What happened?

Neil: Mujhe lag raha hai maine aisa kuch pehle suna hai.

Mini: Toh tumhe bhi aisi hi koi call aayi hogi.

Neil: No no, I'm sure it's.... Oh my God!!!

Mini: Kya hua?

Neil: How can I forget him? Damn!!!

Mini: But hua kya? Tum mujhe batao toh atleast...

Neil: Mini!! Woh Aryan!!

Mini: Woh kahan se aa gaya beech mein?

Neil: He is Vineet Uncle's son.

Mini: WHAT? Neil, are you sure?

Neil: Yes, I'm super sure.

Mini: But tumhe aise suddenly...

Neil: Actually....

Flashback

Aryan: Meri help kar do padhayi mein..

Neil: But how can I.....

Aryan: Aur buddhi mein bhi...

Neil: What?

Aryan: Aur mann ki shudhi bhi kardo thodi..

Flashback ends

Mini: 😐 ................ 😂 Oh my God!!! It's hilarious.

Neil: What? Isme funny kya tha Madam?

Mini: Tumhari shakal.

Neil: 😒

Mini: Exactly, this face. Tum aisi shakal bana ke bata rahe the, I swear matarani..... 😂

And she just couldn't stop laughing.

Neil: Agar aapka yeh mazaak ho gaya ho toh zara yeh sochiye Mini Madam ki woh, yahan kya kar raha hai.. and why did he change his name... and why...

Mini: Arrey ek minute ruko. If we think about the fact ki woh yahan kya kar raha hai, aise toh hum bhi Patiala mein rehte hain, jaise hum yahan aaye waise koi bhi aa sakta hai. Rahi baat naam ki, toh maine bhi apna naam change kiya tha, usne bhi kar liya hoga, nahi acha laga hoga usko apna naam. I don't think isme koi problem hai.

Neil: 😐

Mini: Waise toh bada kehte ho don't worry, don't overthink, ab kya hua Chef Neil Oberoi?

Neil: Yeah, you are right. But situation hi aisi hai ki...

Mini: I know Neil. You are tensed about that letter and all that.... But trust me, we'll get out of it soon. Hmm? So abhi ke liye apna dhyan Aryan se hata ke apni coffee par lagao, thandi ho rahi hai.

Neil: ☺️

He was about to pick his cup when Bobby crashed into the room in a super high speed. He fell on Neil and they both fell down.

Neil: Ahhhh!! Kya kar raha hai mere Bhai. Aaram se!! Abhi coffee tumhare upar gir jaati.

Bobby: Sorry.. very sorry.... N... Neil... Bhai.... (Breathing hard due to running)

Mini: 🤭

Bobby: M.. Mi... Mini... Woh jo...

Neil: Bobby!! Pehle khade toh jao. Mere upar se hato!

Bobby: Oh haan!!!

He stood up quickly.

Bobby: Mini.... Neil Bhai.... Woh jo.... Letter.... Blank cal... Calls... Neil Bhai.... Papa .... Uncle.... Bewakoof.. Ghatiya .. aadmi....

Mini: Arrey!! Kya bol raha hai Bobby yaar?

Bobby: Woh.....

Neil: Shhh! Ek dum chup. Pehle yahan baitho.

Bobby: Nahi... Nahi Neil Bhai... Mai nahi baith sakta....

Mini: Bobby! 😒

Bobby: 😬 Haan haan, mai baith gaya....

Neil: Good! Take a deep breath. Lo, tum naa, yeh coffee piyo, tumhe zyada zaroorat hai iski. Have it.

He took one sip.

Bobby: Ahaaaa!!! Kya coffee hai!! Aapne banayi hai Neil Bhai?

Neil: Yeah.

Bobby: Waise sach mein aapke haathon mein jaadu hai.

Neil: ☺️

Mini: Acha, ab bata, kya bol raha tha tu?

He suddenly remembered that he had to inform them something.

Bobby: OYE HAAN!!! MAI TOH BHOOL HI GAYA BATANA!!!

Mini: Shhh!! Dheere! Arya so rahi hai Bobby..

Bobby (whispered in the same tone): WOH JO ARYAN HAI NAA TERA DOST, USI NE LETTER BHEJA THA AUR CALLS BHI WOHI KAR RAHA THA AUR PATA HAI, WOH NEIL BHAI KE PAPA JI KE DOST KA BETA HAI KOI VINEET NAAM KA BEWAKOOF AADMI THA USKA BETA HAI YEH. EK NUMBER KA GHATIYA AADMI HAI!!

Mini: WHAT!!!!

Neil: 🤦🏻

Mini: Tu pakka sure hai naa Bobby. Yeh information...

Bobby: Tu tension naa le Mini. Information ek dum correct hai. Mera jo woh dost hai naa, yahan ka bahot bada detective hai. Usne bahot bade bade cases solve kiye hain, phir yeh aadmi toh bewakoof sa hai.

Mini: Lekin phir yeh photography project karne kyun aaya tha?

Bobby: Woh bata raha tha ki yeh jo company hai naa jiske saath collaborate kiya tha tune iss project ke liye, woh iske kisi rishtedaar ki hai. Isliye aise pretend kar raha tha jaise project karne aaya hai.

Mini: Ab isko kya problem hai?

Neil: Hold on! Mini, remember we were talking about the bad effects of comparison and things like that...

Mini: Yeah. And woh baat prove ho gayi. Whatever! Usko toh mai batati hoon. How dare he!!

Neil: Iss baar bas ek simple plan hai. Bobby, tumhare dost ke paas proofs toh honge hi. I was thinking, he's quite clever. Kahin usko pata chal gaya ki police is approaching him toh woh bhaag naa jaaye so let's call him here. Aur Bobby, tum aur Sukh Arya ko bahar le jaana, we can't compromise with her safety.

Mini: You are right.

Bobby: Mai samajh gaya. Mai apne dost ko bula leta hoon yahan, aur police ko bhi bula leta hoon, mera ek dost hai....

Mini: Tera police mein bhi dost hai ab?

Bobby: Nahi nahi. Mera jo dost hai naa, police wala uska dost hai.. toh mai bula leta hoon. Lekin usko kaise bulayenge yahan? Kahin usko shaq ho gaya toh?

Happy Reading. ❤️

Shukriya ❤️🌷| MiNeil's love story | Patiala Babes (Complete)Where stories live. Discover now