This OS starts from when their fake friendship truth came out in front of everyone after janamashtami.
======================================
"Option thi Mishti, yaa toh tum apni problem solve kar sakti thi... ya jhoot bol sakti thi.
Par tumne second option choose kiya ."looked away from her which broke her heart."Yeh plan kiska tha."
"Mishti ka tha dadi #Mastermind."
"Kuhu vo humara mutual decision tha, sirf mujhe blame mat kar. Galti hai toh dono ki equal hai."
"Yeh toh very good hogya ji , muhboli tu hamari kuhu ko kyun blame kar rahi hai ."
"Bas kijiye, aap sab
Inki kadwahat itni bad chuki hai... ki inko kuchh dikhayi nahi de raha ki daav par kya laga hai... na hi apni family ki khushiyan...na hi apne maa baap ki khushiyan aur... na hi mera samaan. Hume aapse yeh umeed nahi thi Mishti beta. Chaliye Shaurya ki maa " Bade papa left the place feeling dejected. Badi maa left with bade papa giving concerning look to Mishti.Mishti followed him but Kunal said,
" Koi jarurat nahi hai , hum bade papa ko sambhal lenge phele tum dono apni problem sambhalo."
Abir and Kunal also left." Chal kuhu tu mere kamre mein aa ja , chaliye Varsha bhabhi...ab bus yaha aise log rahe gya jo kisi ke liye kuch nahi... kuhu abhi teri chachi yahin hai tu mere saath chal aur doosron ke liye ro mat."
.
.
.
.
'Mein phir ak..eli reh gyi'
' sabne mu...jhe phir chh..od diya'
' kisi ne mujh par bha..rosa nahi kiya'
'kisi ne mu..jhe choose nahi...kiya'
' I hate everyo...... nobody ,
I can't hate anybody, kyunki hate karne ke liye bhi haq chahiye hota hai, haq ke liye apne ,I have no one isliye I can't hate anyone.'
'No Mishti no ,you are wrong
You have three miracles in your life
They had taught you meaning of love and I love them , I can't give upon them , vo mujhse naraaz hai meine unhe hurt kiya hai , I will pacify them
Becoz I can't loose them , they are only one I can rightfully call them mine. I am strong and I can face this tough situation on my own , bade papa ne hi sikhya ki hume kisi par bhi depend nahi hona chahiye , unhone tujhe itna ladne ke liye toh ready kiya ki tu apne liye stand le sake
Na apne aap ko harungi na unhe harne dungi.'
Fighting with inner turmoil , aimlessly walking on the road ,she reached NGO.
..
"Achha hua Mishti Bhabhi aap aa gyi, andar aayiye aap se kuchh baat karni hai"
'Be strong Mishti, U need some alone time to come out of this situation , I need some time to calm my mind isliye aaj mein kisi se baat nahi karungi. I need a break mein bhi Abir ki tarah kahin chali jaun , par kahan ?' lost in her thoughts
"Bhabhi , aap sun rahi hai na"
.
.
." Haan, Ji didi boliye" coming out from her self talk.
" Mishti Bhabhi vo Champaner mein school lockdown ki vajah se band tha toh vahan kuchh urgent kaam aa gaya hai , next week se online classes shuru honi hai aur vo vahan ke officers wifi nahi de rahe hai, aapko ya Abir bhaiya ko vahan jana hoga ."
Waah Mishti mil gya hideout , aur ek din ka break."Ek bus ticket book kar dengi aap agle ek ghante ki."
" Ji Bhabhi."
.
.
.
"Maa , bauji aayiye khana kha lijiye ." They nodded.
" Abir , Kunal aao tum sab phele khana kha lo."
आप पढ़ रहे हैं
Mishbir Ki Kahaniyan
FanfictionOS book for Mishbir Short stories or one shots on Mishbir