(Ishki, ishi and tanuja came together)
(Ishki was wearing a earing and coming down)
(Karthik and ahaan were mesmerize by tanuja and ahaan)
(Ahaan came in sense and saw karthik)
Ahaan: karthik, moh bad kar le. (Teasing)
Karthik: bhai, chup raho! Kuch bhi bakwaas mat karo. Mai koi tanuja se pyar vyar nahi kartha..
Ahaan: mane to sirf moh band karne ke liye kaha. Pyaar vyar to mane kaha hi nahi.
(Ishi ran to ahaan)
Ishi: papa! Mai kesi lag rahi ho
Ahaan: beautiful.
Ishi: matalb mai mast vast lag rahi ho..
Ahaan: kya? Kon sa mast..
Ishki: Aree ram, uss ka matalb hai ki vo mast lag rahi hai. Ha nahi ishi?
Ishi: bilkul sahi kaha mumma ne. Papa ap ko koi bhi language nahi ati?
Ahaan: ati hai na princess. English ati hai, hindi ati hai.
Ishi: hi-fi wali language.. Hai bagvan..
Sarla: sonu, bhaut achi lag rahi.Kyu ginni.
Ginni: haa, sarlu..
(Sonu and raj touched sarla's feet)
Ishki: chalo sonu, mai aur tanuja tume chidiya pehenyege.
(Chode ki rasam over. Now dance time) (ishki, ishi and tanuja dance on London thumakda)
(dance completed)
Raj: ishi, tum ne dance kab sika?
Ishi: mumma aur maasi ne sikaya..
Karthik: to tanuja tum bhi achi dancer ho!
Ishki: aur ne tho kya! Dance teacher hai.
Tanuja: haan tho mai....
(Ishki got a call)
Ishki: hello!
Someone: ... .. ... ... .
Ishki: really.
Someone: ... . ... .. .
Ishki: meri taarf se sab ko party de dena.
Someone: ... . ... ... ...
(Ishki was searching for dhol)
(she put on the dhol and starting dance)
Raj: di kya hua! Ap itni kush lag rahe ho?
Ishki: aaj mere life ki 2nd happiest day hai!
Ishi: 1st kon sa hai?.
Ishki: Tu hai na. You are my 1st happiness
Sarla: vo tho hume bhi pata hai, ab bata kya hai?
Ginni: ishki, bol na.
Ishki: hamari company ko!
Raj: ko kya?
Ishki: jo award mil raha tha vo nahi mil raha..
Raj: what? To iss mai kush honi ki kya bat hai!
Astha: ye tho hameri company ka bada loss hai. State mai best company ka award nahi mil raha.
Ishki: Aree, listen to me first!
Vikram: haa bol..
Ishki: jo hame award de rahe the unone hameri company ka file dekha aur unka Expectations se bhi uper gaye hai. Aur hamme ..
Ishi: mumma, ab bata bhi do, suspense kyu bada rahi ho.
Ishki: humme... conutry ka best company ka award mil raha hai.
Everyone: kya? (surprise)
Ishki: mera sapna pura hone wala hai. My company took a big step to forward.. aree haa. Ye sab to chalta rehega shaam ko mere bhai ki shaadi haa. Ishi chal..
Ishi: ok. Mujhe na aap sabse dress pehnana.
Ishki: acha ok. Lets go..
(ishi and ishki left)
Ahaan (in mind): ishki aaj kitni kush thi. Ab mai bhi tayaar ho jata hu.
PRECAP: AWARD FUNCTION.
STAY TUNED
******************************************************************

YOU ARE READING
SEPRATION TRACK: ISHQAAN
Fanficishqaan got seprated before 9 years beacuse of some misunderstanding. how did they survie and how did they meet again. lets see