Next day at MPT, Haseena reached for her duty on time, everyone greets her, while she look for Karishma, she asked to Pushpa ji- Karishma singh kaha par hai..
Pushpaji- abhi tak aayi nahi hai Karishma madam..
Haseena shook her head in yes, while she says- humein ek chai boliye..
Pushpa ji shook her head & Haseena walks towards the cabin, in between Billu comes- madamsir jai hind..
Haseena look him & asked- kya kaam hai Billu, aur jaldi bolo..
Billu- woh madamsir aapne kaha tha na khabar nikalne ke liye, woh kaam ho gaya hai..
Haseena- thik hai, thodi der mei andar aao aur baata do kya-kya pata kiya hai..
Billu- ok madamsir, & Haseena enters into her cabin..
Haseena in mind- Karishma yaha par bhi nahi aayi hai toh gayi kaha par, & she dialled Karishma's number again, but she found it not reachable..
Billu disturbed Haseena, while calling her- madamsir..
Haseena look Billu & she keep her cell on desk, & seated on chair & says- bolo..
Billu- Utam singh ek jaanemane neta Jogindar singh ke khaas admi, aise samjh lijiye right hand, lekin ab retired ho rahe hai, kiu ki umar ho chali hai, aur betiyon ki shaadi bhi ho gayi hai..
Haseena- kitni betiyan hai unnhe..
Billu- 3 betiyan hai, 2 ki shaadi ho gayi hai, aur jo tisri hai, woh toh gayab hi hogayi hai..
Haseena asked with confusion- matlab..
Billu- kuch saal pehle ussne ghar choda hai, ab kisi ko bhi nahi pata woh kaha par hai, aur kya karti hai..
Haseena- aur kiu bhag gayi thi, kuch pata chala, aur naam kya tha..
Billu- sona naam tha usska, lekin usska naam asli wala kya hai, woh nahi pata kar paaya, kiu ki Utam singh ke gharwalon ko bahot jaada maana jaata hai, toh unnke gharwalon ko koi naam se nahi jaanata, aur woh kiu bhagkar gayi, yeh baat aaj tak nahi pata chali hai..
Haseena- aur kuch pata chala hai..
Billu- haan, Utam singh ka bhatija hai, jo ke Utam singh ki jahag lena chahta hai, unnke baad, lekin Utam singh aisa nahi hai, usska kehen hai ke, unnki jagah sirf aur sirf aisa koi lega, jise logo ki takleef samjh aaye, aur woh bina kisi umeed mei, unnki takleef dur kare, aur jo unnki jagah chahta hai, woh toh ek number ka lalchi hai..
Haseena- naam kya hai usska..
Billu- Samrat singh..
Haseena- usske baare mei kuch pata kiya..
Billu- madamsir usske baare mei pata karna thoda muskil hai..
Haseena- aur Billu the spy ko muskil kaam hi pasand hai, kiu Billu..
Billu gives poor look to Haseena & says with pleading tone- madamsir nahi..
Haseena says with stern tone- Billu..
Billu- thik hai, karta hun kuch..
Haseena- chalo toh phir kaam par lago..
Billu left the cabin, & Haseena start to think about Karishma..
Rajvir- accha sab sunno ek baar humein..
Everyone looks at him, & he continue- sab ka health report iss hafte mei chahiye, aur Pushpa ji, iss baar agar aapka report nahi aaya toh aapko memo mil sakta hai, aisa Karishma madam ka kehena hai, toh aapko iss baar health report dena hoga..
YOU ARE READING
Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi Takkrar
Short Storyit's pure imagination story, to know more, start to read, hopefully with the smile..