It was 11 pm at night.... Everyone was in the room sleeping... Haseena was in the hall waiting for Karishma and Anubhav.
Flashback
Karishma had called up Haseena.
HM- Hello Kashi....
KS- Ap thoda side mein aiye....baat karni hain apse...
HM(Coming at a side)- Bolo kya hua?
KS- Bawaal !!
HM- Hein?
KS- Apke patidev ne bawal kar diya hain...
HM- Karishma !! (in a stern tone)
KS- Sorry Noor... hum batate hain kya hua... tumko bataya na hum dono club mein aye the ek gang ko pakadne ke liye...
HM- Haan....
KS- Gang ko to pakad liya... par acting ke chakkar mein hum dono thoda peeye the... aur phir....
HM- Sach batao Kashi... tum Mr. Singh ko chodke bhaukaal dikhane gayi thi na...
KS- Ha... matlab nahi.... vo thoda... matlab ittu sa dikhaya tha... phir... phir Anu bhaiya ko dekha... vo ek ke baad ek lagaye jaa rahe the....
HM- Kitna?
KS- Waiter ko pucha... bola 7... ab pata nahi... 7 se ziada peeya hain ya kam....
HM- Hmm...
KS- Noor... agar Anu bhaiya ko is haalat mein sab ke saamne se le gaye.... toh bawandar ho jayega... ap plz kuch karke sabko sone bhej dijiye.... hum 1 ghanta jaise taise sambhal lenge inko.... par aap ek ghante ke andar kuch karo....
HM- Hmm.... hum dekhte hain... par ek baat... agar hume pata lage na ki ye sab apke plan hain... toh dekh lena....
KS- Nai... nai... humare koyi plan nai.... yakeen maniye....
HM- Thik hain.... ghar aao.... hum karte hain kuch....
Present
Karishma entered the mansion struggling to manage Anubhav.... seeing the duo Haseena ran to them....
Anubhav.... apne sach me pee rakhi hain.... Haseena said in flow flow....
BEHENAAAAAAAAAA..... Anubhav shouted all of a sudden.... Ye apke awaaj meri Haseena ke tarah kyun lag raha hain???
Karishma- Noor... ye pakka marwayega.... pehle inko room mein leke chalo....
Haseena nodded... and went to other side of Anubhav....
Both supported Anubhav and finally reached to Haseena's room....
Ab aap hi is aafat ko smbhaliye.... hum tata bye bye.... Karishma said locking the room from outside....
Kashi darwaja kholo... accha nahi hoga bata rahe hain... Haseena said banging the door....
Shhuuu !!! Dheere.... dheere..... sab jaag jayega... accha lagega... Muskan ke sawal... etc etc ye sab jhelte huye... isse accha hain... ab sambhaliye unhe... aur hum jaa rahe hain sone... byee.... bhaiya abb apna kaam achese karde agar humara plan ka kachra hua na toh na hum haseena ke haathon bachenge aur nahi aap humare haathon...saying this Karishma ran to her room....
(ABB BOLO AGAR YE BAAT HASEENA KO PATA CHALI TOHHHHHHHHH...*SMIRKING*)
Inko aafat bol rahe hain...asli aafat to tum ho.... shooking her head in disbelief Haseena turned to collide with Anubhav's chest....
Ahhhhhhhhh.......... Haseena shouted in reflex.....
Haseena.... Anubhav said....
Hatiye Mr Singh....
Nahi aj saari baatein yhi hogi.... Anubhav said locking Haseena on the door....
Hum apne pichhale aacharan ke lie kshama chaahata hoon... kya aap mujhe aapko yeh dikhaane ka mauka de saktein hain ki main aapake laayak kuchh ho sakata hoon...
Anubhav.... hum ye sab baat kaal kar saktein hain....
Nahi aaj hume bolne dijiye Haseena... main aapko vaapas apne zindagi mein chaahate hoon. mujhe maaf kar dijiye.... mujhe aap par viswas karna chahiye tha.... hum... hum kese bhool gaye ki aap behena ko kabhi chot pohchane ka soch bhi nahi sakte.... hum kese bhool gaye ki behena ke liye ap apne pad bhi tyag karne ko taiyaar the.... hum kese bhool gaye... ki behena se aap khud se ziada pyaar karte hain.... hum... bohot sharminda hain Haseena.... hume maaf kar dijiye.... main apne bhaavanaon ko kehne ke alaava vyakt nahin kar sakata... main vaastav mein maafi chaahata hoon...
Anubhav.....
Anubhav freed Haseena and held her palms.... kya hume ek aur mauka mil sakta hain Haseena...
.
.
.
.
Upcoming-Reunion with Anubhav...
Sorry for the late...Hope you will like it...
YOU ARE READING
No one is Mine...(Season 1) ✔
Mystery / ThrillerWhen no one trust you, believe on yourself... When nobody admires you, motivate yourself... When nobody listens to you, speak to yourself... When everybody takes you for granted, value yourself... How long will you carry this burden of anticipations...