karuna jii upset

3.1K 62 0
                                    

Bharat nagar scene
(Khushi apni maa ko sambhalte huwe unhe andar ghar me le jati hai)
Khushi: maa aap khud ko sambhaliye mujhe pata mere debu bhaiya yahi kahi h aur o aapko is Tarah rote dekh kar unki aatma kabhi shant nhi hongi tu aap please rona band kijiye maa
(Karuna maa ke ansoo  pochte huwe)
Karuna: han beta mai nhi roungi {khushi ke aansoo puchte huwe} tum bhi mat rona
Khushi: jii mummy
Karuna: waise vivaan kaha hai, tumne usse dekha hai
Khushi: nhi mummy o tu bahut waqt se dikha nhi hai bahar bhi nhi tha jab de…. Matlb happy bhaiya bahar the
Karuna: acha mai dekhti hu shayad o room me honga (family album cupboard me rakhti hai aur vivaan ki room ki taraf jaane lagti h)  vivaan…..vivaan…. Kaha hai tu vivaan….(vivaan bahar aata hai mgr vivaan nhi dooba dooba hota hai vivaan )
vivaan(dd): hn maa kahiye
Karuna:bolu nhi sunu, tujhe kitne baar boli hu mujhe apni shakal hamesha dikhate raha kr nhi tu mai pareshan hu jati hu
Vivaan(dd): jii maa
(Karuna jii vivaAn k sar pr hath ferti h aur use gale lagati h thode aanso aate hai tu unhe puch kr vivaan se kehti h)
Karuna: bahar happy aur uska parivaar aaya h
Vivaan(dd): kon happy maa
(Tabhi karuna jii ki nazar maala pr padti h jo pehle debu ke photo pr thi karuna jii debu ki photo ki taraf jane lagti h aur us maala ko le kr photo pe lagate waqt kehti h)
Karuna: o bilkul hamare debu ki tarah dikhta h lakin o hamara debu nhi h o debu ka hamshakal h
Vivaan: hn mujhe pata h....
Karuna: (shock hu kr) kya, tumhe kaise pata
VivaanDD: (mann hi mann me :” dabr dabrrr”)kyaaa... nahii... mera... mtlb... ye ke... aisa thodi na hu sakta haiinnn.. mai bhi na ...kya kya bolte rehta hu...
Karuna: hn thik hai( maala laga kr use kuch der dekh kr waha se jane lagti hai)
(Tabhi ananya andar aati h karuna ke ghar me)
Ananya: aunty, khushi kaha hai mujhe usse kuch kaam hai
( karuna jii kuch kaam kr rahi thi kitchen me gum sum thi)
Ananya: aunty.....
( anaya unhe hilati h tabhi karuna ji hosh me aati h)
Karuna: han kya huwa
Ananya: aap thik h na
Karuna: hn mai thik hu
Ananya: aunty mai ye puch rahi thi ke khushi kaha h
Karuna: han wo andar h, kamre me, jao tum bhi
Ananya:  thik hai
(Ananya andar aati h aur khushi se kehti hai )
Ananya: abhi tu tumne dekha bahar kya huwa
Khushi: han didi (upset mode)
Ananya: tu tum mera ek kaam karungi apni maa ko akela mat chodu
Khushi: han didi thik hain mai unka khayal rakhungi
(Ananya itna keh kr waha se jati hain tabhi khushi notice krti h )
Khushi(in mind): vivaan bhi yahi par hain mgr ananya didi ne mujhe hi q aisa kaha.
( usne is baat ko ignore ki aur firse book padhne lagi)
( khushi tu bas ek bahana tha balke Ananya tu kuch aur krne aayi thi o pure ghar pr suraksha Kavach dalne aayi thi taake koi bhi buri Shakti ghar me Daakhil na hu aur saath saath Karina jii ko bhi dekhna tha )

baalveer returns Season 1Where stories live. Discover now