"kiu aap uss mamale mei boli" Karishma says with irks tone to Haseena, who they are talking on call late night, & Haseena told her about that she share her thought in the activist meeting, & half of the person take her side & half of not like the decision of Utam..
Haseena- coco baat waha par galat thi, aur aap acche se jaanti hai, humein galat baat jaha par hoti hai, waha par hum khud ko rok nahi pate hai, aur baat waha par galat ho rahi thi, iss liye hum bole, aur khud ka opinion, khud ke jazbaat nahi rok paaye hai, hum..
Karishma says with irks tone- aap yaha par galat hai, bas, aur kuch upar neeche hua na toh yaad rakhiye, hum saara gussa aap par hi nikalnge..
Haseena shook her head & she goes to clam her down but Karishma cut the call, Haseena look her cell & says- kaat diya, bhagwan kiu innko itna gussa diya hai, & she trying to call Karishma again but no used, she didn't picked her call..
Yashomati enters in the room & she look Haseena's dull face, & she asked her- kya hua, jad buddhi phone nahi utha rahi hai kya..
Haseena shook her head in no, & says with little sad tone- amma aapki beti na, bahot jaada pareshaan karti hai humein, ab baat nahi baatai aur kahi aur se pata chali toh baat bhi nahi karngi, kabhi, kabhi samjh nahi aata hai, kaise unnhe samjhaye..
Yashomati- iss mamle mei jad buddhi aapne baap pe gayi hai..
Haseena look to Yashomati with surprise smile, & Yashomati says- chal aa jaa tel laga deti hun baaloan mei, & Yashomati seated on bed edge, & Haseena take a seat on floor, & Yashomati started to runs her fingers into Haseena's hairs..
Yashomati look Haseena's relax smile face & asked- ab kis baat se naraz hai..
Haseena smile & says- wahi baat se, jo humein abhi thodi der pehle boli, uss meeting mei, toh unnhe baataya, ke hum bole aise baat toh unnka kehna hai ke humein inn sab mei nahi padna chahiye tha, aur bas iss wajah se beech mei hi phone cut kar diya aage ki baat sunne bina, aur ab phir se phone kar rahe hai, lekin phone nahi utha rahi hai..
Yashomati- hmm, dimag thikhane par aayega toh, khud phone kar legi, rehne do usse abhi ke liye aise hi..
Haseena hold Yashosmati's hand in her in way of stop, & she look to Yashomati & says- wahi toh humein karna accha nahi lagta hai, ek toh unnke dimag mei baat baithi huyi hai, ke hum unnse dur jaayenge, aur dur huye bhi toh usski wajah Utam uncle hoge, aur unnhe hum baata kar thak gaye hai, ki aisa kuch nahi hoga..
Yashomati sigh & says- isska matlab hai, woh aapne baap ko hi dushman maan rahi hai..
Haseena shook her head little in yes, & Yashomati asked- wajah kya hai..
Haseena look for a moment & Yashomati asked repeat- bolo toh wajah kya kya..
Haseena gulping her throat & says- aapki maa ka dehant hua tha, tab uncle ne aapko jaane se maana kiya tha, aur yeh baat unnle jehan mei iss kadar baithi hai ke, unnhe lagta hai, aapko unnhone janjiron mei bandhkar rakha hai, aur bahot saari baatein hai, aur unnhe lagta hai, Utam uncle hum doono ke rishte ko na-manjoor karnge aur woh humein aur unnhe dur karne ke liye aisa kuch karnge, jise humein hani pucha de, aur hum unnse alag ho jaaye, aur humein aisa bilkul nahi lagta hai amma, kiu pata nahi, jaise unnki side hai, waise aapki aur Utam uncle ki bhi side hai, aur woh unnhe pata nahi hai..
Yashomati faintly smile & says- jad buddhi ki, jad buddhi rahegi woh, hum mante hai, sona ke papa bahot jaada sakat hai, lekin dil ke bure nahi hai, haan yeh bhi sahi hai, unnhone humein humari maa ke dehant hone par nahi jaane diya, lekin usske piche wajah thi, tab na humra garbhpat hua tha, tisri baar hum pet se the, sona ke papa 2 betiyon ke baad koi aur aulad nahi chahte the, lekin hum uss waqt pet se the, kuch 4 mahine huye the, unnhe pata chala toh woh humein gusse mei kya kuch nahi bole the, lekin baad mei maan bhi gaye, aur ussi duaran hum kaam karte, karte gir pade aur garbhpat hua, aur khabar aayi maa chal basi, aur doctor ne humein bed se neeche utarne ki anumati nahi di thi, aur saath mei hum nahi maan rahe the, toh innhone kaha ke agar hum unnke saath jaane ki zidd karnge toh woh humein 2 betiyon ke saath chod denge, aur yeh baat humare yaha par kaam karne wali ek aurat ne Karishma ko boli thi jab woh kuch 8 saal ki thi, ab woh baat usske dimag mei reh gayi hai..
YOU ARE READING
Maddamsir: Kabhi Pyar Kabhi Takkrar
Short Storyit's pure imagination story, to know more, start to read, hopefully with the smile..