Kabhi toh milega
Raasta tera mera
Raat ki hai chadar
Mein chhup gaya hai saweraSunn ve fakira
Neend se utha de mujhe
Phir se tu jogiya ve peera
Hasna sikhade mujhe phir se tuHar khushi mein hai
Aansuon mein bhi
Door kab tu gaya haiMere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan hai
Mere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan haiMere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan hai
Mere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan haiTera mujhko rula ke
Phir se mujhe hasana toh yaad hai
Khud hi tune sataya
Khud hi tera manana bhi yaad haiWoh hansi teri zindagi meri
Tu chura le gaya haiMere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan hai
Mere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan haiMere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan hai
Mere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan haiOh sang tere jo guzare lamhein
Woh din woh raatan na thodiyan
Naal tere thi dekhni
Day aur diwali te lohriyanLe loon teri main har bala
Dil ne aur maanga bhi kya haiMere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan hai
Mere dil ko pata hai
Tu yahin hai yahan haiMere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan hai
Mere dil ko pata hai
Tu yahin hai yahan haiKabhi toh milega
Raasta tera mera
Raat ki hai chadar
Mein chhup gaya hai saweraSunn ve fakira
Neend se utha de mujhe
Phir se tu jogiya ve peera
Hasna sikhade mujhe phir se tuBas bata de tu chhod ke mujhko
Kaun se ghar gaya haiMere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan hai
Mere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan haiMere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan hai
Mere dil ko pata hai
Tu yaheen hai yahan hai
YOU ARE READING
Hindi Songs
RandomHere are some hindi songs. You can use it while writing stories as background music. I hope you will like it.