𝐓𝐞𝐱𝐭 𝐌𝐞𝐬𝐬𝐚𝐠𝐞

422 42 5
                                    

Continued from the previous part...

Gulki(to herself) : Are yaar ab yeh collage bhi aayega, agar usne mujhe dekh liya toh!. Waise use kya pata ki mein yaha padhti hun. Ek kaam karungi kal college hi nahi aaungi, haan. Yeh sahi rahega.

While Gulki was thinking about this. A voice come from behind her.

Person : Finally tu aagayi kabse wait kar rahi thi yaar. Ek good news deni thi tujhe.

While listening to this voice, when she turned she saw a girl standing with cute expression on her face. This was the only person in the whole college with whom Gulki feels free & friendly. The one who always stand with her in all the situation, the person was none other than her best friend Yukti.

Gulki(after taking breath) : Call bhi kar sakti thi na tu..

Yukti (while looking at her face) : Acha tera muh aaj phir se sada hua hain. Itni achi khabar dungi na ki khushi se naachne lagegi tu.

Gulki(while raising her eyebrow) : Ab batayegi ya mahurat nikal vau. Kabse se kah rahi hain ek hi baat batani hain. Bateni hain to bata varna mein chali.

While saying this as Gulki turned to move, Yukti while grabbing her bag said.

Yukti : Are, are sun to.. tujhe pata hai hamre college main stardom group ke teen memeber ane wale hain. Jisme se ek Rahil Azam hain. Soch jis band ki tu sabse badi fan aur jiska performance kal tu dekhne gayi thi. Ab woh hamare college mein aayega.

Gulki(with fake smile) : Ohh acha, achi news hain thank you batane ke liye.

Yukti(surprisingly) : Tu thik to haina, itna normal reaction. Yeh kaise ho sakta hain, stardom group ka naam sun kar itna normal kaise koi ho sakta hain.

Gulki(while tieing her shoe lace) : Andhi udhar dekh. Ek bada sa poster jo laga hua haina usme yahi lika hain ki kal hamare mein Rahil aane wala hain aur waha se maine padha. Isliye itni normal hu mein.

Yukti(while smiling) : Acha yeh sab chod, aur baat to sun meri tujhe pata hain...

Gulki(while cutting her) : Ek kaam kar canteen chal wahi aati hu mein. Uske baad baatein karenge. Teri saari baatein waha suni jayegi. Aur itni over excited maat ho thoda normal reh..

Yukti(while making face) : Mein tere liye excited hu yaar, ek toh subah subah itni achi news dene aayi hu, par tu mujhe ignore kar rahi hain.

Gulki(while laughing) : Yukti canteen chal mein paka saari baatein sunungi teri.

By listening this, Yukti started walking towards the canteen & Gulki was behind her & thinking about something.

Gulki(in her mind) : Pehle se agar pata hota na to itna drama karti hi nahi mein. Kaise Maine uski car ko damge kiya aur ulta use hi suna diya. Bada celebrity hain  woh aur uske saath meine kitna ganda bahavior kiya. Itna rude behave kiya upar se itni filmy style mein use apna number bhi de diya. Kitna ganda lagega, jab mein use face karungi.

Whlie entering in canteen she saw that Yukti was sitting at a side table with one of her classmate.

Yukti(happily) : Acha haan mein yeh bata rahi thi ki kal ki event ka sab kuch hamari team hi sambhal rahi hain. Toh isliye Gulki tere liye meine socha hain ki tujhe personally tere favourite Rahil se mein milva dungi. Aur milvana chod tu gaana bata. Agar tu chahein to tera manpasand gaana mein list mein daal dungi. Soch Gulki tu samne se Rahil Azam ko milne waali hain.

Gulki(while taking a long breath) : Kya   tu sab dekh rahi hain, tu thik toh haina.
Isme kya koi badi baat hain and Yukti kripya mujhe chithana bandh kar. Kab se sun rahi hu aayega, aayega. Toh thik haina aana hoga to aajayega. Aur mere ilawa bhi kayi log hai jo uske fan hain. Toh isliye use autographs aur selfies lene de. Aur pehle aane to de, mujhse jyada toh tu uchal rahi hain.

Yukti(making face) : Par Gulki jaise expression ki mein umeed kar rahi thi waise to na tune diye aur ekdam normal hai tu.

Gulki while drinking coke which was put at the table.

Gulki(in mind) : Mein yeh prarthna karti hu ki kal mein Rahil se milna pau. Agar mili to bahot panga ho jayega. Agar usne sabko bata diya ki meine kitna ganda vyavahar kiya tha uske saath, toh sab mere baare mein kya sochenge. Waise bhi Rahil ko yaha kuch kam haina, jaise hi woh free hoga, apne fans ke saath busy ho jayega, zaruri thodi na hai ki mujhse mile hi. Baki ka toh pata nahi par yeh Yukti ki bachi toh peche pad gayi hain mere, kabki uchal rahi hain pata nai kya hogaya hain ise.

Yukti(in mind) : Aaj Ruchi nahi le rahi haina tu, kal bataungi tujhe. Jab baar baar request karegi na tu ki mujhe usse milwa de, tab bataungi tujhe.

Gulki baar baar apne nakhuno ko khate hue isi tanav mein thi ki pata nahi kal kya hoga.

Gulki : Waise Yukti kal freshers haina hamara toh esa jaruri thodi na hain ki kal sab students college aaye.

Yukti(shockingly) : Pagal he kya tu. Sabko hi pata hain ki kal Stardom group ke member aane waale hain, kon hi absent hoga. Vaise kyu kon absent hoga.

Gulki was about to give her answer, when a notification comes in her phone, she picked up phone from table & started looking message in whatsapp which was come from an unknown number.

While looking to the message, her face turned little bit tensed. As in message there was a photo of that piece of paper which she had given to Rahil yesterday night.

Aakhir kya karegi Gulki? Aur kya jawab degi Gulki Rahil ke us message ka?

To know the answers of all these questions, do read my next part of these story.

Thanks for taking out your precious time for me. And reading this story. I will really be grateful if u appreciate my work & also tells me was was the story. Was it nice or I need to improve. Your suggestions will be so valuable for me..

Watch Maddam Sir from Monday to Saturday at 7:30 pm only on Sab TV & repeat telecast on 10:30 pm.

𝘼𝙣 𝙐𝙣𝙘𝙤𝙣𝙙𝙞𝙩𝙞𝙤𝙣𝙖𝙡 𝙇𝙤𝙫𝙚Where stories live. Discover now