Na jane kya batt thi usme

32 4 2
                                    

Mujhe na kisi farz ki zarurat thi, na kisi lafzon ki madat.

Na kisi haq ka sahara, na kisi waqt ka intazar.

Uski fikar karte karte mere din guzra karta the,

uski yaadon mein maine apni ratt ko vida kiya hai.

Na jane kya jadu tha uski baton mein, ya mulakaton mein.

Mein har bar uski ek aada pe aapna dil gawah kar haar he jata.

Maine har pal usko chaha, chahe isse mere jaan he kyu na nikal jaye.

Ab uske hone ya na hone se mujhe kya he faraq padega mere dost,

Maine toh ishq kiya hai, aur mere ishq ka dastoor toh dekho

Woh chahe hame bhula kar aage he kyu na badd jaye

Hum ne ishq kiya hai, yeh hum par gawara nahi ki hum usko bhula de.

¶¶¶¶¶¶¶¶¶¶¶¶

Glossary :
~ Farz - a mandatory task
~ Madat - Help
~ Haq - Right
~ Fikar - Concern
~ Dastoor - irony

ππππππππππππππππππ

Hello my lovely readers,
The first poem, and i am really excited to post this one right now. Also let me know what you'd like to read.

Shikasta Dil - A broken heart / defeated heart ❤️

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Feb 13, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Shikasta   DilWhere stories live. Discover now