THE TENSIONS

376 58 15
                                    

------------------------------

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

------------------------------

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND THE GRAMMAR MISTAKES}

*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*_*

On the same night,
Haseena was sitting on the bench outside her home. She was blankly looking in the direction of something. Then, Karishma came there and sat beside her. Haseena looked at her and then again shifted her gaze to the previous point. Karishma politely asked her,

KS: Kya soch rahi hain aap?

HM: (lowly) Pata nahi. Deemag mein bahut kuch chal raha hain par kuch samajh hi nahi aa raha hain. Zindagi kaise ek pal mein badal jaati haina?

KS: Haan, zindagi pal bhar mein badal jaati hain. Par pal bhar ke haadse se nirash hokar apni puri zindagi ko kosna bhi toh sahi nahi haina!

Haseena smiled sadly and shook her head. She said,

HM: Hum jaante hain ki aap kya kehna chahti hain. Aur samajhte bhi hain. Par itna aasan nahi hain yeh, Karu! Hum kisi se darr nahi rahe hain par fikr hain humare andar humari Ammi ke liye, humare Chhote ke liye. 

KS: Aapki fikr ko hum achchhe se samjhte hain. Bas, hum itna chahte hain ki aap kisi bhi cheez se kamzor na pade.

HM: Nahi padenge hum kamzor. Aap sab jo humare saath. 

KS: (smiled) Woh toh hum sab hamesha se hi rahenge.

They smiled a little. The silence was in between them for some minutes. Then, Haseena spoke breaking the silence,

HM: Ek baat kahe aapse?

KS: Kahiye naa!

HM: Ab aap wapas Hyderabad chali jaayiye.

Karishma was totally surprised after hearing this. She asked her,

KS: Yeh aap kya keh rahi hain?

Haseena held her hand and said,

HM: Hum jo bhi keh rahe hain sahi keh rahe hain. Karu, hum nahi chahte ki humari wajah se aapki training ka nuksaan ho. Aapka yanha rehne se jyada zaroori hain wanha apni training puri karna hain.

KS: Magar hum aapko chhodkar kaise jaa sakte hain?

HM: Aapko jaana hoga, Karu. Police officer ban-na aapka sapna hain. Aapko apna sapna pura karna hain. Aur yanha baith kar woh sapna pura nahi ho sakta. Aur rahi baat humari toh humare liye itna kaafi hain ki aap humara saath de rahi hain. Aur saath dene ke liye paas hona zaroori nahi hain. Karu, hum jyada nahi jaante aapke profession ke baare mein par itna toh pata hain ki aapke training ka ek ek second bahut keemti hain. Please, humari baat maan lijiye aur wapas apni training join kijiye.

YOU ARE MY STRENGTH MY LOVEजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें