Khwab

25 4 9
                                    

Basa hua naino mei mere

Hai jo khwab kissi ka ye

Shayad soote nahi nain uske

Ghoomte liye aankon mei khwab ye

Bhula dete hai

Har moh maya ko

Bhula dete hai bandhan bhi

Atal hote hai khwab jiske

Rok na paaye usse badal ka garjan bhi
Thodi thodi

Aiyashi toh

Kar lete hai sab bhi magar

Paa le jo mukam apna

Bazigar hai wahi toh

Khwabon ka fir

Kya hi kehna

Dekhe sab

Dekhe hum

Dekhe koi khuli aankho se

Koi sote dekhe wo

Jo hasil kar le

Khwab apne

Wo bhi koi mehnat hoti

Kuch aapko mei khote chalte

Kehte kismat phooti apni!

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Jun 04, 2022 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Khwab.....Where stories live. Discover now