After everything was all done, the wedding the Bidaai and the wrap up. Everyone returned home And GG and GB returned to Bhatnagar Mansion along with both the children. Yug insisted that GG takes the children's and go as to keep them away from the Tamasha that is going to happen in the K house.
Upon Entering the house, Anubhav goes to his room and throws things here and there just to remove his Anger. His frustration and anger is not because of RKC but because of the sadness and gloominess he saw in GG eyes, knowing what was wrong he didn't try to correct it and also for one more reason he is angry about ( you will know later on) He goes down and sees RKC sitting there on the dining table.
Anu: tum yaha kya kar rahi ho, shaadi ho gayi hi aur tumhara kaam bhi khatam ho gaya toh tum jaa sakti ho, Why are you still here? Shaadi khatam Ghar se vidaai lo tum bhi aur ha yeh mat sochna ki tum DB ko kuch bhi kahoji toh mein tumahri aur DB dono ki baato mein dab jauga. Mein pehle wala Anubhav nahi hu jisko tum daroji aur mein Dar jaugi. Ab toh pati patni bhi nahi ki tum kuch bhi kahoji aur mein karuja. No way, na is baar tum kuch kahoji aur na is gharwale.
DB: Anu, yeh sanskaar diye hai humne tumhe aur yeh koi tarika hai ghr ki bahu se baat karneka.
Anu: yeh is ghar ki bahu nahi hai, na meri Patni Aap Mane ya na Mane yeh aapke upar hai par mein pure Ghar kya agar humanre Rishtedaaro ko samjana hai toh bhi samja duga ki humara Divorce ho gaya hai.
DB: Yeh sab bahar hota hoga yaha nahi, humare Ghar pe na pehle Koi Talaq hua na hoga. Akriti is ghar ki bahu hai.
The whole family hearing the commotion comes down. They see the Anger of Anubhav and like last time this is beyond that. The last time he was this angry was when GG left for Delhi.
Anu: Joh pehle nahi hua aisa nahi hai ki kabhie nahi ho sakta. Yeh 21st century hai yaha sabko haq hota hai joh karna chahte hai woh kar sakte hai. Aur agar aapko abhi tak nahi samaj mein aa raha hai toh saaf saaf batata hu
KI MEIN AUR AKRITI AB PATI PATNI NAHI HAI, HUMARA DIVORCEE HO GAYA HAI AUR MEIN AUR GUNGUN EK DUSRE SE PYAAR KARTE HAI AUR AKRITI KE SAATH SHAADI KARNE SE PEHLE MAINE GUNGUN SE SHAADI KI THI, AUR MEIN USI KO MANUGA AUR HAI YEH DUNIYA SAMJA YA NA SAMJHE, AAP MANE YA NA MANE YEH SACH HAI AUR IS SACH KO KOI NAHI BADAL SAKTA.NAA AP, NA YEH GHARWALE, NA APKI YEH SO CALLED "BAHU" AUR NA YEH SAMAJ.
( BOLD IS IN HIS ANGER AND A HIGHER TONE THEN NORMAL)
DB: Hey Ram, Aise sanskaar diye hai tumne Sargam apne Bete ko ki bado se uchi awaaz mein baat kare.
Sargam: Annu, yeh kya tarika hai bado se baat karne ka?
Anu; Maa, aap janti hai sab phir mein kyun yeh sab karu. DB aap mane ya na mane iss baat ko par mein manta hu aur hamesha manuga, ki is ladki se na hum sabka kuch lena dena hai aur na mera.
DB: Annu.
Annu: DB please meri baat khatam hone dijiye phir aap joh chahe woh kar sakti hai. Aur baat yeh hai ki aap is ladki ko bahu keh rahe hai jisne Aapke parivaar ki insult ki thi. Is ladki ko jisne dhoke se mujhse shaadi ki aur aacha hine ka natak kiye.
RKC: I am feeling very guilty for what I did and mein sirf ek chance maang rahi hu na aap sabse. BP jab mein aapki bahu thi mera matlab hai jab aap mujhe apne Ghar ki Lakshmi mante the tab aap mera side lete the na, phir aaj ek chance dedo. BM, Maa aap please mujhe maaf kar dijiye.
Sargam: Us din bhi kaha tha aur aaj bhi keh rahi hu ki anjaan logo se rishta jodna bhand karo.
RKC: Anubhav, aap please mujhe ek chance dijiye. Us GG ko ne mera sab kuch le liya, mera Ghar, Meri Maa aur yaha takki mera wajood bhi.
आप पढ़ रहे हैं
waqt ne kiya kya haseen sitam
Ficción Generalfirst attempt in writing do forgive the hindi not very fluent in it