Y/N POV:
Hum sbb ghr aa gye.. Ratt ke 12 bj chuke the esliye hum sidha apne apne room mien chle gye..
Main change krke apne bed pe aa ayi aur let gyi.. Main sone ki koshish krr rahi thi lekin mera dimag Javin ke bare mien hi sochta jaa raha hai..
Y/n:*in mind* yrr koi ladka etna bhi smart kaise ho skta hai.. Although character bhot matter krta hai lekin physical appearance toh uski koi kami nahi hai yaarr..
Lekin fir kuj time bad main ese hi sochte sochte soo hi gyi..
Next Morning *at 10am*
Mr. Maheshwari POV:
Mr. Maheshwari: Abhi mtt uthao usko.. vaise bhi Sunday hai sone do..
Mrs. Maheshwari: hn hn nahi uthaugi.. vaise main kuj soch rahi thi..
Mr. Maheshwari: bolo..
Mrs. Maheshwari: main soch rahi thi kyu na Y/N aur Javin ki bat krvayi jaye.. Javin acha ladka hai aur agr Y/N ko psnd aa gya toh hume toh kya hi dikat hai..
Mr. Maheshwari: dekho muhje koi dikat nahi hai.. lekin us ke phle Tanveer aur Soham se bat krni jada jruri hai.. kyuki yeh tino bhot ache dost hai.. en mien koi dikat nahi honi chahiye..
Mrs. Maheshwari: hmm.. toh kyu na hum Tanveer aur Soham se bat kre..
Mr. Maheshwari: hnn abhi bula lo.. bad mien Y/N uthegi toh mushkil hi hoga
Mrs. Maheshwari: main bula ke lati hu..
*goes to Tanveer's room*
Mrs. Maheshwari: Tanveer beta niche aa hume kuj bat krni hai..
Tanveer: kya hua maa
Mrs. Maheshwari: tu niche toh aa
Tanveer: aya
*goes to Soham's room*
Mrs. Maheshwari: Soham, Kajal niche ayo kuj bat krni hai
Soham, Kajal: kya hua maa
Mrs. Maheshwari: aree niche toh ayo..
Soham, Kajal: ji maa aye
*after few minutes*
Tanveer, Soham, Kajal: ji maa.. bolo
Mrs. Maheshwari: baitho
Tanveer, Soham, Kajal: jii
Mrs. Maheshwari: beta hum kuj soch rahe the..
Tanveer: btayie
Mrs. Maheshwari: Y/n ke bare mien
Soham: kya soch rahe the.. btao
Mr. Maheshwari: tumhari maa chahti hai ki y/n aur Javin ki bat krvayi jaye..
Tanveer, Soham: *silent*
Mrs. Maheshwari: tum dono use jante ho.. acha ladka hai.. agr dono ek dusre ko psnd krle toh.. hume bhi khushi hogi ki humari beti ek sahi ghr mien gyi hai aur sahi ladke ke sath hai.. lekin tum dono ki manjuri ke bina kuj nahi hoga.. tum dono tum kya sochte ho..
Tanveer aur Soham jake apni maa ke pass baithe hai aur unka hath pakad te hai
Tanveer, Soham: apko kya lga ki hum mna krr denge.. maa agr humari bhen khush hai toh hume kya dikat hai.. aur uske dost hone ke nate hume yeh pta hai ki vo kitna acha hai..
Mrs. Maheshwari: *smiles*
Mr. Maheshwari: mtlb tum dono ko koi dikat nahi hai..
Tanveer, Soham: bilkul nahi hai papa.. agr humari bhen khush hai toh hume dikat kaise ho skti hai bhala..
Mr. Maheshwari: tum dono ko koi dikat nahi hai.. lekin us se kon bat krega...
Kajal: papa main bat kru..
Mrs. Maheshwari: beta agr krr skti ho toh jrur kro..
Kajal: koshish krugi maa..
Tanveer, Soham: aur agr help chahiye toh hum hai na..
Mr. Maheshwari: lekin tum dono phle Javin se bat kro ki usko koi dikat toh nahi..
Tanveer, Soham: hmm aur agr na mna toh Raghav bhaiya hai na.. *dono hi-fi krte hai*
Javin POV:
Main abhi soo krr utha hi tabhi maa ki avaz aa gyi..
Mrs. Malhotra: Javinnn jldi niche aa..
Javin: aaya maa
Main tayar hokr niche gya toh sbb wahi thi..
Jatin bhaiya mere pass aye.. aur mere kan mien bole..
Jatin: Tera kam toh bn gya...
Javin: *confused face*
Mrs. Malhotra: muhje tohdi der phle Mrs. Maheshwari ki call ayi thi.. unho ne bola unhe koi dikat nahi hai.. Kajal Y/n se tuhje milne ke liye bat kregi aur Tanveer aur Soham tuhjse Y/n se milne ke liye..
Javin:*jungshock* lekin ek mint Tanveer aur Soham muhjse kyu bate krege.
Mrs. Malhotra: *tells everything she talked in mall with Mrs. Maheshwari*
Javin: *goes and hugs her*
Mr. Malhotra: aree bhai hum bhi hai yaha..
toh vo log ek group hug krte hai..

आप पढ़ रहे हैं
FOREVER LOVE | JJK INDIAN FF| COMPLETED
FanfictionIt's an Indian Hindi ff. When Javin(Jungkook) and Y/n from two rich families fall in love with each other. It's a sweet love story, they have a good conversation between them which leads to no extra drama, no misunderstandings, no plots, and no tox...