*2 hafte nikal gye aur Tanveer, Jatin, Javin, Anjali, Komal, Y/n aur Heena apni shopping ajj se shuru krne vale hai*
Y/N POV:
*Day 1*
Komal di, Anjali, Heena, Jatin Bhaiya aur Javin mere ghr prr hai kyuki hum yaha se hi shopping ke liye jayege..
Hum ready hoke niche gye.. Aur sbse phle Sabyasachi showroom gye..
Anjali, Heena: Y/N
Y/N: hmm
Anjali, Heena: let's go
Y/N: chalo
Jatin: Tanveer aur Javin tum log sangeet aur shadi ki shopping yahi se kro..
Tanveer, Javin: yahi se krege.. Koi shak
Hum sbb ne apni shopping start ki.. Komal di aur Jatin bhaiya sath mien hai.. Main Anjali aur Heena sath hai.. Tanveer aur Javin sath hai..
Y/N: Anjali.. Heena en do mien se btao konsa acha hai..
Anjali: dono le le..
Y/N: Mazak bnd krr aur bta..
Heena: dono le le..
Y/N: *sighs*
Tabhi mere piche javin aya jise maine mirror se dekha.. Usne apni eyebrow uthai.. Maine use dono lehnge dikhaye.. Usne un mien se ek ki taraf ishara kiya.. Aur maine smile kiya.. Maine wahi lehnga liya...
Almost sara din waha spent krne ke bad hum apne apne ghr aa gye..
*Day 2*
Y/N POV:
Ajj hum log baki functions ke liye shopping krne ja rahe hai.. Aur ajj hum Fashion Designer Ritu Kumar ke showroom se shopping krne vale hai.. Waha shopping puri krne ke bad hum gye Tarun Tahiliani showroom, Anju Modi showroom aur House of Masaba. Apni shopping pure krne ke bad ajj hum log thak gye the esliye humne decide kiya ki kll hum rest krege aur next day jewellary shopping krege..
*Time skip 1 day*
*Day 3*
Ajj hum jewellary ki shopping aur bookings krne vale hai.. Aur humare parents bhi sath honge.. Hum sbb ne jewellery ka order dia aur fir hum apne footwears ki shopping krne nikle..
*at showroom*
Sabhi ladko ne apni shopping complete krli lekin ladkiya ek showroom se dusre showroom aur fir tisre ja rahe lekin koi pasand nahi aa raha..
Tanveer: 2 ghnte ho gye hai tum logo ne apne footwear nahi liye.. Etna time toh kapde lene ke liye bhi nahi lgaya tha..
Jatin: sahi kaha yaarrr..
Komal: pasand bhi toh ana chahiye na..
Y/n, Anjali, Heena: hnnn
Jatin: toh app logo ke liye special order de krr bnva lee...
Tanveer: jldi kro na
Y/n: jbb tk hume pasand nahi ayega hum koi bhi muuh utha krr nahi lenge..
Tanveer, Jatin, Javin: *sighs*
Javin: lelo na.. Vaise bhi kisi ko kya pta chalne vala hai.. Tum logo ke lehnge mien tumhare footwear kisi ko nahi dikhne vale..
Tanveer, Jatin: hnnn
Y/n, Anjali, Heena, Komal: noooo
Tanveer, Jatin, Javin: *sighs* thik hai chalo
*goes to next showroom*
Aur 2 ghante ke bad alg alg showroom se alg alg footwear lene ke bad hum sbb ghr gye..
Abb humari sari important shopping puri ho gyi..
----------
To Be Continued
kyuki yeh chapter chota i am uploading one more today.. Happy Reading

आप पढ़ रहे हैं
FOREVER LOVE | JJK INDIAN FF| COMPLETED
FanfictionIt's an Indian Hindi ff. When Javin(Jungkook) and Y/n from two rich families fall in love with each other. It's a sweet love story, they have a good conversation between them which leads to no extra drama, no misunderstandings, no plots, and no tox...