2. A Glimpse of Haseena's Past.

327 18 2
                                    

Next Morning,

Haseena woke up did all her morning rituals and got ready for going to Mandir with Maa.

Meanwhile,
A man on his thirties somewhere tiredly waiting for an UNSEEN hope to take him out from this hell..


°°•.🍂.•°°

Maa: Haseena jaldi aa der ho jayegi fir Mandir meh bhi bhir hoo jayegi..

Haseena: Haa Maa aa rahi hoo!!

(After few minutes)

Haseena: Aa gayi Maa taiyaar hoke..
Kaise lag rahi hoo mein?!

Maa: (nazar utarte hoye) Bahut pyaari lag rahi hai meri baachi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Maa: (nazar utarte hoye) Bahut pyaari lag rahi hai meri baachi.. Aaj toh pakka koye na koye larka mil jayega tere liye...
Aur agar mera beta yaha hota toh woh tujhe dekh kar pakka pagal ho jata...(emotionally)
Pata nhi kaha gaya hai woh...

Haseena: Maa, aap firse emotional ho gayi..
Fir dekhna apka beta aakar mujhe bolega ki
'tumne meri Maa ko rulaye! Mujhe tumse yeh expectation nhi thi..., hum tumko chorenge nhi' (laughing softly making Maa too laugh on this)
Now, aapne inn asuyo ko pocho because, 'Devki ji I Hate Tears'

Maa: Meri pyari bachi..

At Temple,

Maa was doing aarti and prayed for her family's betterment.
And there Haseena was completely drown in her thoughts and missing someone badly while remembering all the memories...

Maa: Chal Haseena.. Ghar chalte hai..
Tujhe toh thane bhi jana hai...

Haseena: Haa Maa janna tho parega aj... kuch sandight (suspicious) logo ko pakra bhi hai unhone unki hee pehchane k liye hume jana padega..
Bass jald se jald uss mastermind ka pata chal jaye toh uska paata hum katenge..
Jabalpur (fictional) thane ki SHO bhi bahut madad kar rahe hai.. Bahut aachi hai woh Maa!!

Maa: (smiling on seeing her beti's success) Haa beta..
Par naam kya bataya tha tune uss SHO ka...

Haseena: SHO Karishma Singh

Maa: Haa naam suna hai bahut uska..
Bhaukal Queen hai woh Lucknow ki..
Aur bahut bahtareen afsaar hai..

Dooriyaan ✓Where stories live. Discover now