•Karishma's Birthday •

158 41 3
                                    

The entire singh mension is decorating with ballons , colouring din lights and different colour flowers looking extremely alluring and heavenly

"Sab kitna Sundar lag raha hain na dadi?" Asked santu

"Haan hamari karu ki birthday celebration hain sab kuch best hona chahiye" Replied dadi .

"Waise karu kab tak aa rahi hain yakeen nahi hoon raha ki woh apne birthday ke din bhi office pe kaam kar rahi hain!!' She added further

"Usse yaad bhi hoga ki aj uska janam din hain!" Someone said from behind all follow the source of voice

"Pushpeee!!" Raj and santu screams together excitedly

Trio share a bond crushing hug

Pushpa : "kaise hoon mere baache tum?"

Santu : "Hum bohot acche hain pushpee aur apko dekhke tho ab aur bhi 1000% acche hoon gaya hain!!"

Raj : "Haye senorita ap tho pehele se bhi aur Jawan hoon gayi hain!!"

"Ishhh!' pushpa ji do her ish wala
step

All laugh at her antics

Pushpa touch her mother's feet for blessing

Pushpa : Kaisi hoon amma??"

Dadi : "Bohot badiya tu kaisi hain aur akeli aayi hain pritam aur lalla nahi aye tere saath??"

Pushpa : "Apko tho pata hi hain lalla ke papa buisness ke silsile mein out of town gaye hain aur lalla bhi office ka kaam dekh raha hain akele tho nahi aa paye"

Santu : "Par bhaiya thode waqt ke liye tho aa hi sakte the manti hoon bhaiya aur karu di ki zyada nahi banti hain par phir bhi unka birthday hain aj" (sadly)

Pushpa looks at them helplessly

Dadi : "Ab agar koi anna nahi chahata tho hume unhe zabardasti nahi karni chahiye kyu ki rishtey bohot nazuk hote hain zyada kheechne se tut jate hain!'

Pushpa : "Hum tho aye hain ab agar phir bhi sab Khush nahi hain tho hum wapas chale jate hain!"

Santu : "It's not like that pushpee!" (hugging her)

Pushpa : "pata hain mera bacha hum tho mazak kar rahe the"

Dadi and raj smile at them

Pushpa : "Waise baki sab kaha hain dikh nahi raha koi "

Raj : "Woh papa aur bade papa ek important meeting pe gaye hain aur mumma aur badi ma parlour gayi hain woh directly hume join karenge!!"

Pushpa : "Wow tere mumma papa ka tho samaj aata hain par Pratap bhaiya aur pallu bhabhi...hum kiya hi kahe ab"

Dadi hold her hand for calm her down

Pushpa : "Amma ap hi bataye agar bacche pal nahi sakte tho log janam hi kyu dete hain bas janam de diya aur phir avoid kar liya bacche ke dil pe kiya bit'ti hogi unhe nahi pata kiya??"

She bursted out feeling anger+hurt+disappointment

Raj and santu looks at each other once then looks at them sadly

Dadi : "Shaant hoon ja meri bachi!" (rubbing her back)

Here Karishma checking g through a file when saurav came to her cabin

Saurav : "Mam i think ab apko Ghar jana chahiye"

Karishma shift her gaze from file to him

"Kyu ab kiya hume tumhari orders follow karni padegi?" She asked him raising her eyebrows

Bedil singh🧡 (ON HOLD)Where stories live. Discover now