part 8

589 94 59
                                    

Luthra house

At dinner table

All sit for dinner... Brijesh looked at karan..

Brijesh : kaisi h woh ldki.. Jo kl sagai mein aayi thi..

Karan : thik... Thik h papa... Uska miscarriage ho gya h... Preeta uske saath hospital hi thehr rhi h...

Brijesh : aur us ldki ke sasural wale... Unhe nhi aana usee milne..

Karan : uske husband aur uski saas ne uski woh haalat kri... Kaise aayenge... Preeta police complaint file krne ka soch rhi h... Bs saima ko kisi tarah agree kr le...

Brijesh : mai vinod ji se baat krunga.. Mai nhi chahta... Humare ghar ki hone wali bahu aise maamlon mein fase... Police station ke chakkar kaate.....jb glti us ldki ki h...

Rishabh : kya glti h dad... Btaiye na... Aap aur maa dono bechari us victim ko hi suspect bta rhe hn... Kya glti h uski... Ki woh baht pyaar krti rhi apne husband se... But uska husband janwar bna rha...

Brijesh : pati ko sakht hona hota h wrna kab yeh aurat kisi ki nazron ko bhaa jaayein... (karan jyoti rishab h looked at him in disbelief)

Karan : aap sun rhe hn dad khud ko... What the hell are uh talking about... Aap question kr rhe hn har ek aurat ke character... Maa...

Vrinda : toh kya galat keh rhe hn... Jis tarah us ldki ne tera haath pkda hua tha.. Mai tb hi samjh gyi thi ki uska chaal chalan thik nhi h... Mai uski saas ki jagah hoti... Toh ghar se bahar nikaal deti..

Karan : aur agar mai saima ki jagah hota... Toh mai police complaint file krta aapke khilaf... Koi aurat majbur h... Apna bachcha khoya h... Aur aap dono culprits ko defend kr rhe ho...

Brijesh : toh tu bta... Kyun uska pati usee marega... Bde bujurg jo kehte hn na karan... Woh baat maani jaati h... Badchalan hogi woh ldki isliye uska pati usee seedha rkhta tha... Yeh rishabh jisse pyaar krta tha... (rishabh look at him) woh kitni badchalan thi... Isliye rishabh ko bacha liya us ldki se.. Jyoti ke saath shaadi kra kr..

Rishabh : aur jyoti ki zindagi khrab kr di... (jyoti hold his hand under table.. He look at her... She nods in no) uh knw what mom dad.. Mujhe puri umeed h... Aap dono ki akal zarur thikane lgegi... But abhi pls... Pls just have this dinner silently..

Scene shifts

Karan's room

Karan was playing his keyboard... Humming softly trying to compose music...

Karan's phone rings... He smile seeing preeta's name flashing on caller id..

Karan : hello..

Preeta : ohoo... Aaj baht chirpy hello.. Kya baat h mr fiance... Aaj aap happy mood mein lg rhe hn...

Karan : yeah... I was composing some piece...

Preeta : ohoo really.... Zara hume bhi sunaiye... Saima so rhi h... Aur mai bor ho rh hun hospital mein... Nind bhi aa rhi h... But uske vitals pr nazar rkhni h...

Karan : awww itna kaam... (preeta pouts and nods) but mera music composing jb tk complete nhi hota... Tb tk mai kisi ko nhi sunata...

Preeta : haww.. Mujhe toh sunao.. Mai aapki hone wali wife hun...

Karan : nopes... Rules are rules... So kl shopping ke liye chl rhe hn... Ya saima ke saath rukna h...

Preeta : chlenge na... Mai aapki maa se maafi bhi mangungi... Mujhe na baht bura feel ho rha h... Maine unhe jawab diya (she sits on couch and yawns) but mujhe achi nhi lgi thi unki baat...

Tumhare Pyaar Mein (on Hold)Where stories live. Discover now