Chapter 2

77 8 7
                                    

Raffan : tum sure ho Aadil ?🤔

Aadil : main pehle sure nahi tha , but maine usse kuch sawaal puche the ...

{FLASHBACK}

Aadil : aapke Father kya karte hai ?

Anoushay : jii? Mere Father?

Aadil : jii Aapke Father

Anoushay : woh ek Business Man hai

Aadil : aapke Father business man hai ? Toh aap apni Company mein kaam karne ki bajaye yaha kyu kaam karna chahti hai?

Anoushay : mujhe uss business mein koi interest nahi hai .

Aadil : Advertising mein Interest hai Aapko ?

Anoushay : jii .

Aadil : Exact kaha se ho aap ?

Anoushay : mumbra se .

Aadil : (thinking in mind ) Ab toh mai 100% sure hun ke yeh unhi ki beti hai .

(Present Spot)

Raffan : kya usne tumhe pehchana nahi ?

Aadil : nahi .

Raffan : yaa toh uski maa ne usse kuch bataya nahi hai yaa yeh hum se kuch chupa Rahi hai .

Aadil : aage kya karna hai Raffan ?

Raffan : mana kardo usse .

Aadil : but woh mujhe fraud nahi lagti .

(Aadil is leaving from the cabin)

Raffan : ek minute Aadil , usse job par bula lo .

Aadil : (smiles) 😊thik hai ...

(Aadil walking out of the cabin and is thinking " Pehli Mohabbat ko Bhulana Itna Aasaan Nahi hota hai , maare maare phirte the tum uski khoj mein , kaha kaha nahi dhunda tha usse , Chand saalo pehle Umeed chod di tumne tum Rukh Gaye , aur Ab khuda ki Karaamat dekho , aaj woh khud Chalke tumhare paas aayi hai )

(Talking on phone)

Aadil : broo , pehle batana tha naa ke Anni ka Interview Lena hai .

Ahmer : broo pehle bata deta toh suspense kaise create hota , acha bhai ne kya kaha .

Ahmer : broo pehle bata deta toh suspense kaise create hota , acha bhai ne kya kaha

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Hum TumWhere stories live. Discover now