5

584 109 105
                                    

Princess Meerab comes to their staying part of the palace and meet her mother Bidar Sultan and her paternal aunt Seniha Sultan.She greets them and sits alongside them.

Her mother said;

"Chalo Allah ka Shukar hai Tehsin Pasha ki begunhai sabit hui.Aab sultan bhi pursukoon ho jayenge.Kafi din se bechain the woh.

Meerab smiles and said;

"Sach mein Ammi.Tehsin pasha ki begunhai ne dilo ko sukoon de diya.Ab jake aisa lag raha hai chain ki saans lenge hum."

Bidar Sultan gestured Seniha Sultan to say something.Meerab noticed it and said;

"Kiya baat hai?Aap dono kuch kehne ki koshish mein hai kya?"

Seniha sultan sighed and said;

"Meri pyari bhatiji Meerab,hum aap ke liye ek rishten mansub kiye hai.Khandan bhi humare barabar hai aur ladka bhi...

Meerab stop her and said;

"Phupho ek baar Kamaluddin pasha ke sath naqam shadi ke baad humari phir shadi ka koi irada nahi hai."

"Beta us mein aap ki koi galti nahi thi.Kamaluddin pasha hi aap ke hote hue ger aurat ke sath taluk banai.Aap ki wajah se shadi naqam nahi hue."Bidar sultan said.

"Meri naqam shadi aap ki zabardasti shaadi karane ki wajah se hua tha Ammi.Aap ne meri shadi zabardasti karai thi us shaks se jise kabhi mujhe mohabbat nahi hue aur nahi kabhi hum unhe apna paye the.Agar ghar mein mohabbat nahi milegi to zahir si baat hai insaan mohabbat bahar dhundega.Isme Kamaluddin se jyada humari qusoor the.Aur aab aap se darkhast karungi phir se ekbar mujhe kisi zabardasti ke shadi mein bandne se majbur nahi kare.Kyun ki zabardasti ki shadiyan kamiyab nahi hote.Aur waise bhi babajaan ne bhi to yehi bola hai meri marzi ke begair woh meri shadi nahi karenge."She said to them with tearly eyes.

"Phir bhi beta shadi to karni hogi.Akeli zindegi kaise katogi?"Her aunt asked her with worried tone.

"Zindegi ka kuch bharosa nahi hai phupho kab kya mor lee aye.Hum yeh faisla bhi waqt pe chor te hai.Allah ne likha hoga mere liye kuch behtar."Meerab said with smiling face.

They both looked at her.Bidar sultan regretted within why she forcefully get her daughter married with someone she doesn't love.Meerab take permission and leave from there.

Meerab go towards her room.In the middle of the way she gets bumped to Sivnaz Khatun,wife of one pasha.

Meerab:Aap thik hai Sivnaaz khatun?
Sivnaz:Maf kijiyega Sehzadi humne aap ko dekha nahi.
Meerab:Hua kya aap ghabrai hui lag rahi hai?
Sivnaz:Tabiyet kuch thik nahi hai humari is liye shayed aap ko aisa laga.
Meerab:Apna dyan rakhiyega.

She left from there.Princess Meerab thinking something and go to her room.She comes to her room and opens the book where she put a dry rose.She touched it and said;

"Kash hum bite hui waqt ko wapas lee aa pate.Kash aap humare sath hote to hum aap se kehte aaj bhi aap humare dil mein jinda hai."

Some tears drop off her eyes.
_________________________________
In Sultan's secret room.Tehsin pasha Khan Murtasim pasha Princess Meerab talking about the culprit in palace.

Tehsin pasha said;

"Zohtu pasha humare bheje gaye ek jasos hai yeh baat to humare ilawa kisi ko pata nahi tha.Humne kisi ko riyasaat ki ek bhi raaz nahi batai to yeh baat paris tak kaise gaye."

Khan Murtasim pasha wondered and said;

"Shayed unhe pehle se hi malum ho Zuhtu pasha humare bheje gaye ek jasos hai."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now