Scene continues
Preeta rush to fire escape with tears filled eyes.... She stumbles on steps...
"mai kude ko muh nhi lgata" karan's word echoes in her ears...
Preeta slid to stairs tearfully.... She rests her head on railing and cries....
"kyun ro rhi ho" preeta look at her side... Veer nd her was sitting there over steps...
Preeta : tum puch rhe ho mai kyun ro rhi hun Dr veer.... Tumne kya kiya aaj cricket match mein...tumne sabke saamne meri insult ki h veer....
Veer : kaisi insult... Mai fair game jeeta... Isme tumhari insult kaise ho gyi...
Preeta : really dr veer... Aapko yaad nhi aapne kya kiya......game jeetne ke baad aapne yeh kaha ki aap apni kiss mujh pr waste nhi krenge... Kyunki mujh jaisi behnji woh deserve nhi krti... Pure hospital staff ke saamne aapne insult nhi ki toh kya kiya..
Veer : seriously preeta.... Tum kya chahti ho... Mai tumhe kiss kr deta... Kya tb tum gussa nhi hoti haan.... (he pinned her to wall) mai tumhare kareeb aaun... Tb tumhe problem... Mai tumhare kareeb aane se inkaar krun... Tb tumhe problem.... Aakhir mai krun toh kya krun...
Preeta : mujhse pyaar kro.... (veer look at her) pyaar krne ka mtlb sirf physical relationship nhi hota veer.... I want simple love life with uh.... Pr aaj... Aaj tumne usee.... (she started to leave... Veer hug her from back) choro mujhe veer... Aaj tumne mujhe baht upset kiya...
Veer : toh mai chla jaun... Chla jaaun tumse dur... Fine chla jaata hun....
He started to leave... The past preeta disappears... Preeta stood up..
Preeta : nhi... Nhi veer mt jaao.... Mt jaao.... Veer... Veer (he look back) pls... Mt jaao mujhe chor kr... (open her arms) veer.... (she rush behind that figure) veer..... Veer mt jaao mujhe chor kr... Veer.... (she collides with vidyut) veer mt jaao mujhe chor kr... Veer....
Vidyut : preeta... (preeta look at him)
Preeta : bhaiya... Dekho... Dekho veer mujhe chor kr jaa rha h.... Bhaiya usee roko... (grabs his collar tearfully) veer ko roko bhaiya....
Vidyut : veer nhi h yhan.... Veer nhi h preeta.... (preeta look at him... Then looks around many people were staring her) chl ghar chlein... Hmm.. (she nods... Vidyut hug her) aaja..
Scene shifts
Karan came to locker room and looked at muskaan aaryan... Vedika keshav nd swara... They looked at him then looks away..
Karan : guys... Mai seniors ka samjh sakta hun.. Tum log kyun gussa ho rhe ho..
Swara : really karan... Tune jo aaj kiya... Uske baad bhi puch rha h....
Karan : aree but maine kiya kya.. Hum match jeete hn... Fair and square..
Keshav : hum match ki baat nhi kr rhe dimple wale bhaiya... Hum log Dr preeta ki baat kr rhe hn...
Karan : mujhe us baare mein koi baat nhi krni.... She is one hell of problem
Aaryan : really dr karan.. Aapko ek din aaye hua h... Aur aapne jitni problems create ki hn... Shayad is hospital ki history mein kisi ne nhi ki hogi..