*Hey Everyone! *
This is my first story
So please ignore the grammatical mistakes and enjoy! !{Kamil hamesha ki tarah apni foxy ( car ) ke sath hi hota hai ..aur hamesha ki tarah hi uski foxy beech raah mein uska saath chhod deti hai ( wo 60 saal purani foxy aakhir kitna hi saath degi , aur raastey mein kharaab ho jati hai.) Kamil office ke liye late ho raha hota hai or pehli baar apni foxy ko akele chhod kr chala jaata hai .....}
[ KAMIL AKHTAR ( kanjoos )]
waha se mehreen aur uski gang guzar rahe hote hai aur jab wo dekhte hai ki kamil ki foxy akele tohh...bss mouke ka fayda uthate hai aur kamil se maze lene ke liye foxy ko chura lete hai aur apni nani (Kaneez begum) ke ghar le jaatey hai..
[This is the dress sense of MEHREEN AURANGZEB]
Mehreen apni nani or apni ammi dono ko hi foxy ke baare mein bata deti hai ki foxy churane ke peeche Mehreen aur uski gang ka hi haath hai,par dono ( nani aur ammi) se ye kehti hai ki kisi ko kuch na batana ."tum foxy ka karogi kya kamil ko pata chalega ki uski foxy kisi ne chura li toh wo toh marr hii jayga " NANI SAID
" nahi nani aeisi noubat mein aane hi nhi dungi uske marne se pehle hi ussey paise le lungi 😁" Mehreen said with a laugh
"Achha...tohh Tumhe mujhse ek waada karna hoga zulm tum uspar utna hi karogi jitna wo gareeb seh jaaye" nani said
" achaaa.... Toh fir apko pata nahi hai nani wo jaib ka gareeb nahi hai housley ka gareeb hai...aur aeisy gareebo ko waha marna chahiye jaha paani nhi milta.. "mehreen said
"chall - hutt Kya anaaab shanaab baki ja rahi hai..."nani said with a laughter tone
" chalye usko waha marungi jaha usko paani mil jayega...."Mehreen said jokinglyBichara kamil apni foxy ke gham mein hi rehta hai aur police station bhi jata hai par waha bhi 60 saal purani foxy ka mazak hi udaya jata hai ....
Kamil ka foxy se behad mohabbat ko lekar ussey pura ghar hi pareshan thaAaj hi kamil ki ammi ( samreen akhtar )
Ka birthday hota hai ...aur wo sab ko dawat par bulati hai...Mehreen ko chhodkar purey ghar ko iss baat ki khabar hoti hai ki aaj birthday party mein ek naya rishta ban ne wala hai....
Mehreen ke saath nani mehreen ki chhoti behen farah aur uska ek cousin saath birthday party ke liye kamil ke ghar ja rahe hotey hai...
"Mehreen..agar tumhara nikah kisi aese ladke se ho jaye jo kamil ke tarah ho tohhh..."nani said
Mehreen fouran car rakdeti hai Aur kehti hai "meri zindagi bhi aeisey hi ruk jaygi nani " Mehreen speaks as if she is having a heart attackSab birthday party mein pohochtey hai aur enjoy karte hai..prrr kamil akela apne room mein foxy ke gham mein udaas baitha hota hai aur fir , mehreen,farah aur unka cousin (Ali Ahmad ) kamil ke room mein jaate hai ...
" kamil agar tumhari foxy kisi ne chura li ho aur wo tumse foxy wapas karne ke 50,000 maange toh tum kya karoge"Mehreen says as if she doesn't know anything about foxy..
"Mein ussey ek dhela bhi nhi dunga" Kamil says angrily
"Meine kaha tha na ye ek no. ka kanjoos hai marr jayega par ek dhela bhi nhi dega" Farah says sadly
"Waise tum log aese kyu bol rahe ho kahi meri foxy tumhare pass toh nhii" Kamil speaks hesitantly
"Sahi andaza lagaya tumne chalo ab nikalo 50,000" Mehreen and her gang laugh and talk...Jab mehreen apni ammi ko paise milne ki baat ko batane jaati hai tabhi wo apni ammi aur kamil ki ammi ke darmiyaan kamil aur apne rishte ki baat sun leti hai..
Fir fouran kamil ke room mein jaati hai jaha farah paise ginn rahi hoti hai ..mehreen , farah se paise lekar kamil ke munh par fenk kar marti haii..
"Tumhari foxy tumhe kal mil jayegi " Mehreen speaks to Kamil in a completely angry tone....Mehreen fouran ghar jaati hai aur apne kamre mein udaasi se akele khamosh baith jati hai...
Tab hi sabko khabar milti hai ki ANAS AHMAD London se wapas aa gaya hai ...
[ANAS AHMAD]
Kaneez Begum's grandson Anas returns from London and takes interest in Mehreen.
{Anas Ahmed had gone to London for his studies in his childhood. Anas's mother and father died in a road accident when Anas was only 12 years old.}
Anas mehreen ko dekhta aur apne ghar ke purane nokar alam se puchta hai ye kon hai
"ye apni mehreen bibi hai"alam said{Mehreen is sitting sad in her room. On the other hand, the whole house is worried due to Mehreen's sudden departure, most of all Kamil afterall his very weak in morale and is afraid of Mehreen's rejection}
______________________________________________________________________________________
This was all for chapter one and i hope you all enjoyed it.
I'm a new writer and trying to improve right now so please bear me.
I'll post next chapter soon INSHA'ALLAH.
YOU ARE READING
daastaan-e-shauq {داستان شوق}
Mystery / ThrillerThe serial starts with the story of Kaneez Begum's family. She has suffered a lot in her life and witnessed death of many kinfolk. Despite losing all the attractiveness of world, she has created the high-spirited environment in her house and cherish...