In hospital
Karan Veer looked outside while cleaning cafe... Both stopped and stood holding broom...
The staff of cafe were taking signature... Both looked at each other...
Veer : kya tu bhi wahi soch rha h jo mai soch rha hun...
Karan : agar tere dimaag mein wahi trick chl rhi h... Jo old tv serial ke hero ko wapas laane ke liye chlti h... Toh han...
Veer : mere dimaag mein exactly wahi chl rha h... Abhi tk trouble create ki h..
Karan : ab waqt h paigam shaanti se hastakshar krke shuru krne ka.... (both smiles sharing hi5)
Keshav Aaryan froze looking at them..
Keshav : senior bhaiya... Yeh dono pkka gadbad krne wale hn... Itni safai maine gaon mein apne haveli ki nhi ki... Jitni mai hospital mein kr chuka hun..
Aaryan : tu sahi keh rha h keshav... Yej dono fir marwayein... Isse pehle hum inhe rokte... Oyee veer... Karan... (both turns around and looked at keshav and aaryan) yhan aao dono..
Karan veer walks to them..
Veer : kya hua... Tu aise kyu bula rha h... Chl bula liya toh achi baat h... Ek solid idea aaya... Vidyut sir ko wapas laane ka...
Aaryan : exactly isliye bulaya h tum dono ko... Dekho tum dono ko har plan hume sirf problem mein daal rha h.... Aur woh ashish jamm kr baitha h...
Karan : aree aaryan...
Keshav : bilkul sahi keh rhe hn senior bhaiya... Lambe baal wale senior bhaiya... Aur dimple wale bhaiya.. Hum aapki ek nhi sunenge....
Veer : ayee mandbudhi aur uske guru.... Is baar koi shararat nhi... Is baar sirf normal paper aur pen se aandolan layenge... (both looked at him confusedly)
Karan : hastakshar abhiyan... Yani a signature campaign to bring vidyut sir back...
Aaryan : koi shararat nhi... (both shook their head) tb thik h.....but ldkiyon ke kaise convince kroge....
Keshav : vedika ko mujhse dur rkhna... Pta nhi jisse safai kr rhi hogi... Usii se mujh pr attack kr degi....
Karan : aaj toh waise bhi btane ka waqt nhi h... It's getting late... Tum logon ko bhi nikna hoga... Hum yhan fase rhenge.... Nind ko kurban krenge...
Veer : i swear... Abhi tk humne usee ek baar bhi haraya nhi... Us motulle ne ek duty se chitt kr diya hume...
Aaryan : dushmani bhi tum dono se hi h...
Scene shifts
Preeta was getting ready to leave... Karan came to locker room.... He looks around then smiles nd walks to her...he hold her hand... Preeta startles...
Preeta : karan... (karan takes her to changing area and close the door) kya... Kya kr rhe ho tum..
Karan : aaj raat mai tumse dur rhunga... Soo... (he took out his mobile nd clicked her picture) isse kaam chla lunga.... Mere paas tumhari ek bhi tasveer nhi h.... Soo aaj ke liye yeh photo thik h...
Preeta : ek hi raat ki baat h.... Subah toh aap hoge na mere saath..
Karan : fir aap... Maine kaha na... Mujhe tum keh kr bulao.... (she smiles nodding her head) aaj tum vidyut bhaiya ke paas ruk jaao... (she looked at him) i know... Unhone kaha tha ki... Woh akele rehna chahte hn kuch samay... But aaj mai bhi ghar nhi hun... Aur dad... Meri so called mom ki wajah se trustee ki meeting... Unki faltu parties mein busy hn... So tumhare paas excuse h...