❤️❤️Part 54❤️❤️

891 73 23
                                    

To be continued previous part......

After day passed.....

Finally they all  finished there duty and

Aaj sab ek sath the....

Ss- Pushpee mene bahot Miss Kiya aapko .....

Cc- Santu ji aapne hamko nahi miss Kiya ji aapne ....

Ss- ha Chite tujhe bhi Kiya na ....

Bc - Aur muje Sj .....

Ss- Aapko bhi .....

Sabko bahot miss Kiya hai .....

Ps- ha Sahi kah rahi ho eksath hote hai to alag hi maja hota hai .... Pr election ki duty ke time sabko alag rahana padata hai aur na sath milata hai na thik se baat hoti hai ....

Bc- Nahi jagada hota hai .... Waise aapko khush hona chahiye na k aapko .....Km se  Bach gayi aap unko jhelana pada aapko....

Ps-wo hai ..... Pr maja nahi aata jab tak unhe chedate nahi ..... Unko taane nahi dete hamara din accha kaha jata hai .... Sukha sukha lagata hai ....

Ss- aise to Km Bach gayi fir .... Pj.....

Cc- uff ye sacchai wali masumiyat Santu ji..... Kaise sach bol deti hai aap ....

Pj- chup kro tum .... Kuch bhi baketi karte rahte ho waise ham kah rahe the .....

Ham ek pariwar hai aise alag hote hai to accha nahi lagata ....

Ss- wo hai pj ..... Pr Pj Km gharpe aati hogi tab to aap sunati hongi na unhe.... Hmmm sach batayiye......

Pj- Are kaha Santu ..... Unke aane ka time hota hai kya .... Duty bas duty .... Time ka pata hota hai unhe .... Kab aati aur kab jati hame khud pata nahi .....

Kya bataye Hamare Lalla ke bhag hi photo gaye .....

Hm came there .....

Hm- kyu bhag fod rahi aap ....

All- Jai Hind..... Ms....

Hm- Jai hind.....

Ss- wo Pj Km ko kos  Rahi thi aur unke Lalla ke bhag fod rahi hai.....

Hm- Kya Pj aap kyu Ks kos Rahi hai aap .... Unhone agar sun liya na to Line hazir kr degi wo .... Fir hamse na kahiye  ..... Ms kuch kahiye unhe ..... Janati hai na aap unko gussa aata hai to wo hamari bhi nahi sunati .....

Pj- Ms ..... Wo to kisiki nahi sunati ..... Yahi to samsya hai badi .....

Hm- to aap unhe pareshan Karana band kijiye to wo kuch nahi karegi ....

Ss- kya Ms .... Pj se ye hoga bhi kya .....
Km ko kosati nahi tab Tak unko sukoon nahi milata .... Hai na Pj....

Pj- Santu ..... Ye kya bol Rahi ho tum  Ms ke samne ....

Ss- Sach hi to bol Rahi hu Pj .... Haina Ms ....

Hm- Ha Santosh.... Hame sab pata hai ....

Pj- ye tum Km mat kahana ab bas .... Nahi to tum hame Marva hi dogi .....

Hm- To aap darati hai Ks se Pj.....

Everyone laugh....

Pj- Nahi .... Nahi ham nahi darate ..... Ham saas hai unki .....

Bc- Are Km aapne sab sun liya .....

Pj shocked and her fear grown.....

She turn Km ham wo .....

And everyone laughed loudly.....

Cc- Pj maan lijiye unke naam se bhi aapko Darr lagata hai .....

Ss- Unke bhoukal pure Lakhnow me famous hai aap bhool jati hai Pj.....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now