Part_01

1 0 0
                                    


        ALLAH jise chahen apni taraf Rujuh kr skta hain.uske Qarib jane ke lie Insan ka Dil Tutna zaruri hain.uski Zindagi mai Mushkilat aana Zaruri hain tabhi wo apne aap ko Mazbut kr skta hain. ALLAH ke karib kr skta hain.


                                                                  ...........................................

       Uski ZIndagi mai hazar pareshaniyan they lekin wo fir bi Khush they use kbi bi kisi bi Pareshani Mushkilat or kisi bi Chiz ko kabi apne Dimag pr Hawi na hone dia wo hamesha apni Zindagi mai khush they.ALLAH pr Yaqeen to tha use lekin itna Nahi jitna ek Musalmaan ko hona chahiye. wo apne Ghar mai Baatye hue Islam ko follow kr rhe they Jahan use jo bataya jata wo krti. usne kabhi Islam ko smjne jan ne ki Koshish na ki wo bs Zindagi Guzar rahe they. jiska koi Maksad nahi tha. 

                                                                       ......................................   

            Towealth ke Exams deny bad usne Shadi ka plan banaya hua tha uska Family bhi yahi Chahti they. or wo is chiz se Khush bi they.

ek Normal middle class Family mai paida hue Ladki jisne Bachpan se Mushkilat pareshaniya dekhi ho uske lie Towelth Standard tk padhai krna ek Dream hi hota hain.

Towealth se phly usne bahot si Chizen sekh rkha tha jisme Ghar ke sary kam,bunai, silayen,Woleen ka kam use sb kuch ata hain .uska nam Kainat Mama ki ladli beti jiska baba se koi lena dena nai tha wo apni Maa ke sath khsuh they uski Mama har khwaish uski puri krti kbi usne apni life mai Expenses nahi dekhe mehngy khilone kabhi buy na kie sada sa Mijaz ki ladki jo kisi ki Dost ban jayen to jaan deny ke lie bi ready rahen or zidd pr Aayen to apni jaan leny pr bi ajayen. lekin ye sb use apny Halaton ne sekhaya tha.

Towelth kr bad usne shadi krna tha lekin ALLAH ki mrzi ke bina kabi kuch hua hain jo ab hoskta. ALLAH hr chiz pr kadir hain.

         kainat, jaldi aa bhi jao Nashta krlo kabi sun bi lia kro ek kehny main kyu nahi sunti ho kb se aawaz de rhen aa bi jao nashta thanda horaha hain.

    mama ka roz ka dialogue yahi hota "Aaa rahe hu Amma" gusse se kehty hue wo bed se uth kitchen ki trf jane lagi. lao ammi do nashta.

ye lo kbse aawaz de rahen sunayen nai de raha.

mama ne Gussa hoty hue kaha.

Amma yawrrrr Sabr bi krlia kro kam kr rhe they kuch.

ha bs bs Mobile use krne se fursat to milen tumhein.

haste hue wo kitchen se nashta ki plate lekr jane lagi.jisme ek fry kia hua egg paratha or chai tha ye uska daily routine tha.

                                                                   ........................................


             wo apne Ghar mai sb se zyda Close apni Amma se they amma ke ilawa use koi or Ladies psnd bhi nahi they Uske koi Dost bhi na they lekin wo Mijaz ki achi they Has kr Milti Baten bhi krti lekin tez Mijaz hone ki wjh se or ziddi hone ki wjh wo zyda Dostiyan nahi krti they. 

       nashta krke wo apne room hi mai baithe hue they tabhi use khyal aaya  ki use mama ke sath market jana tha. uth kr wo jane lagi.

jakr mama se bataya to kaha thik hain ready hojao uske bad jaynge.

wo jakdi se apne room aye abaya phna surma lagayaa mobile lia and ajne lagi.

market se return aye tab Dohr ka azaan horhe they.wo aty hi fresh hue and mobile lekr baithe gye three hours mobile chalane ke bad use chai ki kami mehsus hue.

Namaz-E-IshqWhere stories live. Discover now