Heelu guys hope you are fit n fine So let's start
It's just an imagination so don't get offended if you don't like somethingSo this One shot contains Karitosh and KarEena moment mainly Karitosh
This chapter contains teasing and romantic scenes
🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼🌼scene starts from MPT
Karishma was thinking something
Karishma: kya karein Maddam sir se puchhe agar unhone mana kardiya to ek baar puch hi lete hain
Karishma goes to the cabin of Haseena
Karishma: Maddam sir
Haseena: ji boliye Karishma singh kaise aana hua (engrossed in file)
Karishma: aap sunday ko free hain
Haseena: umm nahi hume ek meeting attend karni hai SP sir ke saath
Karishma: thik hai 🙂
Haseena: koi kaam tha
Karishma: tha to lekin chhodiye hum Santu se puchh lenge 😮💨
Haseena: kya hua Karishma singh koi tension wali baat hai kya matlab aapko koi problem hai kya btaiye agar hum solve kar sakein to
Karishma: Maddam sir aap Sunday ko busy hain na isliye aap nahi solve kar paayengi
Haseena: problem jaan sakte hain
Karishma: rehne dijiye na
Haseena: ab dost se chhipayengi
Karishma: Budhvaar (Wednesday) ko humari anniversary hai
Haseena: ye to badi achhi baat hai
Karishma: uske liye dress chahiye hume
Haseena: haan to ismein problem kya hai
Karishma: baat aisi hai maddam sir ke Humare paas ek nayi saree hai jo ki main unke sath dinner pe jaate waqt pehn lenge lekin
Haseena: lekin
Karishma was feeling awkward saying
Haseena: akele mein pehnane ke liye chahiye?😁
Karishma nods
Haseena: lekin dress ki kya jarurat hai matlab saree mein bhi kaam chal sakta hai
Karishma: madam sir samjhne ki koshish kijiye (coming closer to her ) ab aapko kaise btaayein ke thoda sa mahaul bnane ke liye jarurat padti hai
Haseena: hum samjhe nahi
Karishma:(slowly) dekhiye agar hume kuch bhi karna hai to uske liye mahaul bnana padta hai aur upar se ye to Romance ka maamla hai isliye saree mein baat nahi banengi Hume thoda sa vaise wali dress chahiye
Haseena: dekhiye Karishma singh hume un jaise kapdon ka ya un moments ka koi bhi experience nahi hai to shayad hum madad na kar paayein lekin Santosh sharma kar sakti hain vo thodi modern soch wali hain aap jaanti hi hain use jyada samjh hai in kapdon ki kaise kya sab karte hain
Karishma: hume aata hai sabkuch karna bas kapde chahiye hume
Haseena: sabkuch aata hai aapko?😏
Karishma: haan 😬(stammering)
Haseena: aapko to bahut experience hoga na in sabka 😉
Karishma: haan thoda bahut 😁
Haseena: hmmm jaiye aur Santosh se puchiye use to vaise bhi bahaana chahiye shopping ka
YOU ARE READING
KARISHMA SINGH- One Shots
Фанфикheelu guys it's me your loving writer in this stoory it will. contains one shotts on our lovely show MADDAM SIR