Naira Wins The Competition😀😘😘

29 2 0
                                        

(Then dance khatam hota hai or back stage mai Naira Akshara Naksh or Kartik hote hai then naira akshara ko hug karti hai)
Naira- Mumma😢...
Akshara- Kya...Kya kaha tumne mujhe..
(Naira break the hug)
naira- mumma....😢 mumma I am so so sorry Mai itne saal aapse bewajah naraj rahi mujhe aapni galti realise ho gai hai mumma I am so sorry...😢
akshara- nahi beta maine hi tumhare sath galat kiya tha mujhe tumpar bharosa karna chahiye tha I am sorry beta...😢
(Naksh or Kartik corner mai the or khush ho rahe the)
Kartik- thank you so much Krishna ji aapne music system kharab karne mai meri help ki or yeh sab toh humne aacha karne ke liye hi kiya tha na iski vajah se akshara aunty time se aa pai... or ganga maiya aapka bhi bohot thank you meri pray sun li aapne in maa beti ko milwa diya thank you so so so much...😉
naksh- oh toh yeh sab tumhara kiya dhara tha😂
kartik- mera nahi un dono ka Krishna ji or ganga maiya ka aacha aab moment ko enjoy karo na yaar...
naksh- haan haan...
(then puri family waha corner mai khade hoke akshara or naira ko dekh rahi hoti hai)
badidadi- tum sab ne mujhse Itni badi baat chupai...
dadu- sorry bhabhimaa lekin hum Kya karte aapko bhi pareshan kar dete sab kuch bata kar...
chotidadi- haan bhabhimaa aab please aap naraj mat hona please...
badidadi- arre aab aise samaye mai naraj koun hoga khushiya manao sab...
(then sab khush ho jate hai)
Naira- nahi mumma... galati meri hai mujhe samajhna chahiye tha na log sahi kehete hai jo situation kisi or ke saath hokar aap unse naraj ho jate ho aagar wahi situation khud ke saath ho toh samajh mai aata hai aaj wahi situation mere saath bhi hui mumma chandu ko lekar... or mai aab samajh gai hu ki mai kitni galat thi aap sorry mat bolo mumma I am sorry mumma please mujhe maaf kardo please...😢
(akshara  hugs naira)
akshara- koi baat nahi beta... meri naira😢
(kartik naksh or puri family unke pass aati hai)
Akshara- duggu bauji chotimaa suna aapne naira... naira ne mumma ka mujhe..😢 or bhabhimaa hune maaf kijiyega naraj mat hona aap please😢
bhabhimaa- yeh naraj hone ka nahi khushiya manane ka samaye hai bahu...😊
akshara- or Kartik tumne mujhse promise kiya tha na koi galat kaam nahi karoge ki mai yaha aa pau or tumne yeh sab kar diya...
Kartik- arre aunty I swear maine kuch nahi kiya sabko yahi kiu lagta hai ki maine hi kiya hoga...😂
Naira- kiuki tum mendhak ho na yaha waha uchal uchal ke kuch na kuch kar hi dete ho...
kartik- arre tum bhi na... aacha congratulations aunty congratulation naira...😉
Naira/Akshara- thank you...😊
naksh- aacha toh aab chale...
all- haan haan
(then kuch der baad akshara ko phone aata hai ki gayu ko 3rd prize mila hai)
akshara- arre wah such mai congratulations gayu...😀
gayu- thank you so much mami😊 yeh sab...
(then tab hi announce hota hai ki naira 1st aai hai😀 or sab khush ho jate hai or gayu ki puri baat bina sune hi...)
akshara- gayu... naira 1st aai hai... mai baad mai baat karti hu tumse haan... ghar par😀
(then akshara cuts the phone call)
Gayu- dadi...dadi Naira 1st aai hai..😀
rama- arre wah yeh toh bohot aachi baat hai😀... lekin aagar akshara yaha hoti toh tum bhi shayad 1st hi aati...
gayu- koi baat nahi dadi... mai 3rd aai mai isi mai hi khush hu...😊
(other side)
(Naira trophy lene jati hai or use trophy deti hai wahi guru maa)
Naira- thank you so much guru maa...
(then woh guru maa ka ashirwad leti hai)
guru maa- khush raho jeete raho or aage badhte raho...
host- miss naira singhaniya aap bhi kuch kahiye...
(Naira mice pakadkar kehti hai)
Naira- sabse pehele toh thank you so much judges... guru maa thank you so much... or mai yeh trophy aapni mumma ko dena chahungi... mujhe toh pata hi nahi tha ki mujhe karna Kya hai phir mumma ke kehne par mujhe pata chala ki mera career dance hai yeh mere papa or meri mumma ka sapna hai or aaj yeh award pakar mere mumma papa ka sapna pura ho gaya thank you mumma...😢
(then akshara stage mai aati hai or naira ko gale lagakar trophy aapne hath mai leti hai)
Akshara- thank you beta... thank you so much... naira😘

Kaira-एक एहसास❤❤❤ (Discontinue)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें