I was getting ready in my room. Looking myself in mirror.
Me: Hmm. Itne bhi bure bhi nahi lag rahe hai. Thik lag rahe hai. Kintu aaj main sabse rusth hu. Aaj mai kisi se baat nahi karungi.
Muskan: Rajkumari..
Me: Abhi maine kaha ki mai kisi se baat nahi karungi. Toh.
Muskan: Accha abhi kaun baat kar raha hai??
Me: Mai shyam se baat kar rahi hu.
Muskan: Shyam se??
Me: Haa. Kyu kuch anuchit hai. Tumhe gyaat nahi hai. Kintu hume shyam se bhi baat karte rehna chahiye. Anyatha hum shyam se bhi rusth ho jaate.
Muskan: Rajkumari aap thik haina??
Me: Haa mujhe kya huya hai?? Mai bilkul thik hu.
Muskan: Uchit hai. Mai chalti hu. Yeh doodh dene aayi thi hai.
Me: Dhanyawad. Vaise tumhe samran hai aaj kya hai??
Muskan: Nahi aaj kuch nahi hai.
Me: Saty mein.
Muskan: Mujhe ab jaana hai. Mere paas aapke vyarth ke prasano ke utar dene ka samah nahi hai. *Left*
Me: Accha.. Kya?? Vyarth ke prasan?? Itna mahatvapurn prasan tha. Aur isse vyarth ke prasan lag raha hai. Atiutam.