chpater 38

2K 250 100
                                    


To be continued

Aarav - uncle ho gaya

Sid - ha, ye lo laptop aur horar movie mat dekhna. Wo Oliver chota hai na dar jayega koi. Avenger ya cartoon movie dekho.

Oli - thntu uncle

In evening

Nikhil - chalo baccha

Kushal - ha aaru chal ghar pe

Aarav - dad mujhe Zoro ke saath rahna hai.

Oli - muze bhi

Zoro - Mama, uncle rahne do na dono ko yaha.

Freya - baccha, Oli nahi rahega bich me rona shuru karega.

Oli - nahi me nahi loyunga. Buwa hai idhal.

Aarav - mumma please

Sana - rahane do na dono ko. Me dekhungi dono ko.

Kushal - phir ghar kaise aayenga? Chalo aaru

S dad - me dono ko chod dunga ghar pe. Idhar hi dinner karne do.

All kids - yipee

Sana- dekho kitne khush hai sab jana tum log nahi to ruk rahe to ruko.

Priya - rukate magar mujhe groccery lene Jana hai.

Freya - aur mujhe kuch note banane hai. Oli buwa ko tang mat karna.

Oli - no mumma I am good boy.

Freya kissed his son's forehead and everyone left from Sidharth's house.

Sid - mujhe lagta hai dad abhi ye dono ko bhi adopt karenge.

Sana - to aap ka kuch jayega?

Sid - nahi, me jara bahar Jake aata hu.

Sana -  aap ko kisne roka hai?

Sid - bata Raha hu tujhe.

Jab sid ghar pe aaya to ghar ki halat aise thi ki mano koi bhuchal aaya ho. Chairs idhar ki udhar thi. Toys sabhi jagha faile huye the. Neat and clean soch ke sidharth ko ye Digestion nahi ho raha tha.

Sid - ye earthquake humare ghar me hi aake gaya hai kya? Jaha dekho toys hai aur ye cycles stand pe nahi he Jamin pe soyi hai

Sana - bacche hai khel rahe the. Abhi Hema ko saaf karne bolti hu

Sid - abhi gaye kaha bacche

Sana - ghar gaye.

Sid - aur tera laadla?

Sana - wo bhi Gaya hai.

Sid breathed a sigh of relief  and sat on the chair.

Sid - ohh abhi ghar me Shanti hai phir.

Sana looked at him angrily and started picking up the toys.

______________

Next day evening

Sid - shenaaz ye form fill kar ke mujhe morning me Dena.

Sana - form kis ka?

Sid - kyu tere laadle ko school nahi bhejna? Home schooling lagani hai?

Sana - maine aisa kab kaha.

Sana ne form pe school ka naam padha. Aur uski ankhe khuli rah gayi

Sana - ye bambani ka school. Dekhiye ye bambani ke school ki fees me afford nahi kar sakti. 10 baccho ki fees ek hi bacche se cover karte hai. Aur abhi me jobless hu. Ye school me admission lungi to meri puri savings khatam hogi.

YoU ArE MiNe 2Where stories live. Discover now