❤️❤️Part 105❤️❤️

700 96 85
                                    

To be continued previous part......

Aise hi din chale ja rahe the ....  ks har mumkin koshish kar rahi thi unko manane ki .....

Unki nok jok , Ks aur Hm ka ekdusare ko chedana chal raha tha .....

But jab bhi Ks is baareme baat krana chahti thi Hm us baat ko taal hi diya karti thi .

Aur Ks ko sab malum hote hue bhi wo wahi soch rahi thi ki ek baar Hm unse khulake baat kre unke bich jo unkahi baat hai wo kah de ....

Aur uske liye Ks har mumkin koshish kar rahi thi ....

Ks ko lag raha tha ki Hm ka bharosa wo kho chuki hai aur usse jitane ke liye wo har chiz kar rahi thi ..... Baar baar aisa ho raha tha lekin Ks ne haar nahi mani thi ....

Hm har wo mumkin koshish kar rahi thi ki wo Ks se dur rahe pr wo khud ko rok bhi nahi pa rahi thi ..... ya fir Ks harkate aisi hoti thi jo chahakar bhi unse dur nahi ho pati thi .....

Pr Hm ko ek baat se  problem thi wo bhi J se ....

Ks ke sath uska hona unhe acha nahi lag raha tha ....

Jab kabhi Hm J ko dekhati thi na jane unko bahot alag mahsoos hota tha .... Pr ye baat wo Ks ko bata bhi nahi pa rahi thi .....

Kaise kisise dosti karne se wo rok sakati thi.....

Bhale hi wo kuch na kahe par unka Dil yahi kah raha tha ki shayad wo is dosti ke layak nahi ..... Ks ki halat ke liye wo khudako hi jimmedar maan rahi thi .....

Pr Ks bas apna Kaam kar rahi thi .....

One fine day ......

Hm finished her work ....

Hm- pj ..... Ks kaha hai ..... Aaj subah se hamari baat nahi hue .....

Pj- Ms.... aaj to unhone chutti liya hai na .....aapko bataya to tha ....

Hm- haaa..... kuch personal kaam hai aisa bola tha ....

Pj- Ms.... unse kuch kaam tha ....

Hm- Nahi wo bas subah se dikhi nahi aur na hi koi call aaya unka nahi to aapko pata hai na bas piche padi rahati hai hamare ....

Pj- Hmmm samaj sakte hai ....aise hi hamare Lalla ke piche padake usse apne vash me kiya unhone ..... Hamare Lalla ke to bhag hi phoot gaye .....

Hm- kya aap bhi Pj.....

Aapke Lalla hi Ks ke piche pade honge .....

Gamale se latkar ghanto tak baate jo kiya karte the .....

Pj- Ms.....kya aap bhi ..... Unki baat kah rahi hai .....

Hm- ha to aapko lagata hai Ks ne jhoot kaha hai .....

Aapko bhi pata hai .....

Checking her phone.....

Pj- Ms ..... Aap miss kar rahi hai unhe .....

Hm- Nahi wo ..... Bas dekh rahe the kuch important hai ya nahi .....

Pj- Ms ..... Yahi shabd Km ke bhi hote jab aap nahi hoti ....

Ms aap baat kar lijiye ek baar unse .....with hoping eyes .....

Maaf kar dijiye na unhe is baar bhi .....

Hm- Pj ..... Ham kya unhe maaf kre jab galati hi hamari hai ....Please..... Abhi ham is baare me baat nai karni .....ham beat par ja rahe hai
and going to the beat ......

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now