Chapter 17
Abhimaan room (night)
Armaan ka phone ring karta hai aur caller id Abhira ka naam show karta hai
Armaan in mind ~ Abhira ka phone!!
Wo phone utha leta hai.
Armaan~ Hello Abhira
Abhira ~ Hello Armaan
Dono kuch der chup rehte hai
Armaan~ Tu.... tum kaisi ho?
Abhira~ mein kaisi houngi tumhre bina jitna tum thik ho utni hi mein thik hu
Armaan~ humara bhale hi divorce hua ho par tum mere liye zaruri ho aur humesha rahogi
Abhira~ agar mein tumhre liye itni hi zaruri thi to divorces kyu de diya?
Armaan~ rishta humara khtm hone ke liye hi tha
Abhira~ kya hum kahi bhar mil sakte hai bas thodi der ke liye
Armaan~ thik hai
Phone decline ho jata hai .
Armaan kamre se bhar nikal aa aata hai
Aur Vidya dekh leti hai.
Vidya~ Armaan!! Kahi ja rha hai kya?
Armaan~ haa maa mein Abhira se milne ja rha hu
Vidya~ kyun ja rha milne? Tune to divorce de diya hai na
Armaan~ pati patni ka rishta khtam hua hai dost ka nhi use milna hai to mein jaunga!
Armaan itna hi bol ke chala jata hai
Another side
Abhira Armaan ka wait kar rahi hoti hai tabhi wo Armaan ko dekhti hai.
Abhira bhari mann ke saath puchti hai
Abhira~ Tum ro rahe the na ? Mere jane ke baad?
Armaan~ haa ro rha tha kya tum nhi ro rahi thi?
Abhira~ tumse zada ro rahi thi ! Kyuki us waqt Aasu rukne ka naam hi nhi le rahe the aur maine roka bhi nahi!
Armaan~ reh logi na?
Abhira~ mujhe nhi pata bas itna pata hai mein khtm hu!!
Baat chalti hai.
Kuch Time baad dono apne ghar chale jate hai.
Poddar mansion
Abhimaan room
Armaan enter karta hai aur room bilkul shant hota hai wo abhira ki photo frame dekhta hai.
Photo frame
YOU ARE READING
Hum Mile Bhi Toh Bichadne Ke Liye (Discontinued)
FanficDo log jab milte hai to anjaan hote hai Jo apne hi duniya mein rehte hai ek apne parivaar ke liye bhot kuch dav par laga sakta hai sirf unki khushiyon ke liye kya wo kabhi apne khushiyon ke liye sochega? Aur dusri taraf wo ladki jo bhot kuch hasil...