chapter 24

2.6K 356 71
                                    

The medical condition shown in this update is for story only. There is no truth in this

Please ignore my mistake
_____________________

As the Shenaaz delivery date came close, Sid kept his entire schedule free. He had completed his work. He had already taken all the important meetings.

One day at 2 pm he got a call from his mother.

Ritu - hello sidharth,shenaaz ko hum hospital leke ja rahe hai tu jaldi aaja.

Sid - mom me abhi nikla raha hu.

Sid quickly reached the hospital without any delay

Sid - mom shenaaz

Ritu - wo operation theater me hai. Sidharth tujhe doctor ne cabine me bulya hai.

Sid - me jata hu.

He enter the doctor's cabine

Sid - aap ne bulya mujhe doctor?

Dr - yes Mr Shukla,  Please sign this form

As Sid read the form, his expression changed. sweat  gathered on his forehead. His hand started shaking. He could not speak properly

Sid - What ? This form it is mentioned that you can save either the baby or the mother. Chances are high to save the baby. Till now everything was fine, then suddenly what happened?

Sid was shouted furiously like a lion

Dr -  Mr Shukla lower your voice. I am not your employee that you spoke to me in this tone

Sid - I am sorry Dr, par abhi tak to sab ok tha.  to abhi kya problem huwa hai? Itna complicated hai to aap C section se baby ko lana.  Me sign karata hu

Dr - Mr Shukla me doctor hu ya aap ? Mujhe aache se pata hai kya karana hai. Aap ko pahle hi inform Kiya gaya tha ke shenaaz ki delivery complicated hai. Ek bacche ko janam dena uske jaan ke liye dangers hai. Maine aap ko concern form bhi diya tha. Aur aap ke sign bhi hai use form pe.

Sid was surprised to hear this

Sid - maine aise koi form pe sign nahi kiya hai .

Dr - to me jhute bol rahi hu. Ek minute Shilpa Mrs shenaaz ke file se concern form leke aana.

Shilpa - yes mam

Dr handed him the signed form

Dr - dekhiye ye aap ke sign hai na?

Sid - ha ye mere ye sign hai. Magar trust me maine ye form padha hi nahi. Me shenaaz ki jaan kyu khatre me dalta. Mujhe to abhi bhi samjh me nahi aaraha hai actually ye ho kya raha hai .

Dr - Mr Shukla mujhe pata nahi shenaaz ne aap ko bola ke nahi aur nahi bola to kyu nahi bola.

Sid - please mam aap bata degi mujhe exactly baat kya hai.

Dr - aap baithe , paani lijiye

Sid sat in the chair

Sid - abhi boliye jo bhi sach hai doctor

Dr - Mr Shukla shenaaz ke birth se hi uski Uterus week hai. Uske maa bane ke chances lagbhag hai hi nahi. Uska pregnant hona ye ek miracle hai. 2-3 months me itna pata nahi chala tha. Magar ek din shenaaz ka mujhe phone aaya tha ke uske Abdomen niche bhoat dard hota hai. Isliye maine uski internal sonography ki tab ye sab pata chala aur uspe bhi shenaaz ki uterus compare to others ladies se niche ke side pe hai to hum C section bhi try nahi kar sakte. Normal way se hi baby aayegaa. Shenaaz ke life ka hum bharosa nahi de sakate. Kuch bhi ho sakata hai. 90% chance hai ke baby safe aayega. Hume khude ko ye challanging hai. Maine Dr vishakha ko bulya hai jo ye case me expert hai. Hum uska hi Waite kar rahe hai.

HuM TuM  ( Completed)Where stories live. Discover now