❤️❤️Part 123❤️❤️

697 56 75
                                    

To be continued previous part ......

On terrace .....

Hm talking to herself.....and smile

And a voice came ......she looked up .....

Pata hai na aise akele khudase baat krne walo ko...... Akele hi hasane walo ko  log pagal kahte hai ......

Ek pagal thik hai .... Dusare ki jarurat nahi hai ......

Hm-aap yaha ..... Abhi to .....

Thappad ki gunj kaano me gunj rahi hai na aapke .....

Hm-uda lijiye majak ..... Jab hamari baari aayengi to batate hai .....

He sit beside her ......

Checking her ......

Ache finger print hai ..... Log to ink lagakar finger print nikalate hai ..... Lekin ye .....

Lo lagalo ice pack......

Mujhe pata tha aapko iski jarurat padegi .....

Plan sunkar hi laga tha ..... Laga hi tha iski jarurat hai isliye pahle hi intajam kiya ye .....

Hm take ice pack.....

Hm-jyada hoshiyar bann rahe ho .....Itani fikar apne soutan ki  Dushman.....

L-main nahi aap .... Bataya tha maine ..  ..

Nasib wali hai ..... Bas ek hi thappad Mila ....

Hm-ha ab tum Pj ke jaise mat bolo samje .....

Janate ho na jaruri tha ye karna .....

L-lekin apni jaan khatre me daalke .....

Hm- hame apni jaan ki fikar nahi hai .....

L-to karna Sikh lijiye. .... Nahi to aisi harkat ka khayal bhi dimag me aaya to Karu kya karegi uski koi guarantee nahi ....

Hm- hmmm ..... Pata hai ..... Jyada udo mat ....

Kasam khakar gai hai abhi ..... Aisa kuch karenge to wo khudako maar dengi hamari aankho ke samne .....

To tumhe lagata hai ham Aisa karenge ....

L-yahi behtar hai ..... Fir .....

Hm-wo thik hai .....

L-usse wakt lagega ..... Par .....

Soutan kya ye jaruri tha sachme .....

Hm-Sach tum janate ho Dushman .....

Kya tumhe lagata hai ham jaanbujakar unka Dil ko chot pohachayenge .....

L-Nahi ..... Mujhe pata hai .....

Yaariyan - Teri meri(KAREENA)Where stories live. Discover now