Warning chapter is not edited 🌸
" Mujhe achi Tarah se gyaat hai ki ( takes his hand & pulled towards him ) aj hamari suhagrat hai " Dhruv said .
She get leaned near his face . He kissed her lips . After some time as they were tired , because of dhruv just came from the hospital . both of them fell asleep .
.......... Next day ..........
Tara wakes up early and does her prayer, etc.
Tara : dhruv utho dhruv...
Dhruv : kya hua tara sone do na
Tara : main tara nahi hoon
Dhruv : acha ma ap ho kya vo kya hain na sapne mein hamesha ki tarah phir se agayi hai isliye apki awaz tara jaisi lag rahi hai
Tara :😁 hey kanha ji ! Ab ham inhe kaise uthaye . Dhruv uth jaiye na hame ap jo bolo ge ham karenge...... Inko toh ek vard (वर्ण ) bhi sunayi nahi de raha
Tara in loud voice : dhruv othu
Dhruv : kya hua tara ( in shock ) kya hua ( he sits and hold Tara's hand & ask )
Tara : kuch nahi hua
Dhruv : toh tum itne zor se kyu boli
Tara : kyuki tum uth nahi rehe the isliye
Dhruv : bapre ...
Tara : tumne kuch bola
Dhruv : kuch nahi tum naha li
Tara : ha main kab ka naha li ap shighra ati shigra jaiye
Dhruv : ha 🥱 .
After sometime tara inside kitchen & meethi came .
" Bhabhi ap itni subhah kaise uth ke kaam kar rahe ho thak gaye hoge dikhaiye main kar deti hoon " meethi said
" Tch tch hum toh keval rasm nibha rahe hai aur koi sahayta nahi karega aj humari pehli rasoi hai na "
" Oh ha continue main bhi itne dino se apke hath se bane khana ko bahut miss kar rahi finally aj khane ko mile ga " she went
Breakfast time......
Sushila : tara tum ne itna Sara chiz akele bana liya hume bol deti main tum hari madad kar deti .
Tara : nahi ma ji ap keval hamare hath ka banaye bhojan ka anand lijiye baki sab dekhne ke liye hum aur ayesha ji hai hi
Nani : humari tara bahu toh hai hi sarv gun sampann kyu dhruv hmm...( dhruv smiled )
Everyone ate breakfast & gave shagun to tara after cleaning the table . Tara goes her room dhruv also goes with tara .
Dhruv : kya hua tara yaha kyu ayi ho
Tara : dhruv ye sabhi ne mujhe itne prem bhav se shagun diya parantu hum kaha rakhe
Dhruv : almari ke andar secret locker waha rakh do
Tara : arthat
Dhruv : main ayi sa bolta hoon Roku dikhta hoon .. ha yaha rakh do
Tara : ji
Dhruv : tara niche chalo sab bula rahe hai
Tara : ji... Chaliye
3:06 pm
Khatti : lo agaye new couple ( dhruv tara sits together on the sofa )
Ravi : toh chalo batao beta kaha jaoge tum dono
Tara : kaha
Meethi : R ae honey moon pe
Dhruv : acha
Tara : arthat
Khatti : bhabhi yaha dekho ap kaha jaoge Paris, Dubai, Maldives, Singapore, Hawai, Disney land
Dhruv : Ek second disney land kon jata hai
Khatti : R ae bhaiya jate hai na log ap ni jante . Bhabhi ap aur sono Turkey, South Korea, Africa, Japan, New york, Europe, Neither land, USA, Rome, Italy, Mt. Everest, Germany, London, Oman, Bali, Canada.....
Dhruv : R ae udhar toh main jaunga na rehne kya matlab
Khatti : ha
Dhruv : aur vaise bhi abroad ni jayenge
Meethi : ha bhaiya maine pehle hi bola tha ki ap log pakka out of India ni jaoge ye dekho jagah Aplog ja sakte ho jaise Vizag, Goa, Assam, Manali, Jammu, Andaman & Nicobar Island, Odisa, Juhu, Nagaland, Chitrakoot, Kashmir, Nainital, Uttarakhand aur bhi bahut sari places hai kaha
jaoge ap dono
• 655 words
Sorry for any mistake
Please vote my story and do comment 🙏
Thank you for reading 😊

YOU ARE READING
Dhruv Tara - A Love Story
FanfictionThis story is a fan fiction story on dhruv tara .