Ghaalib Short Shayaris

12.2K 33 11
                                    

1.maan jao tumhain bhi koi acha lagta tha Ghaalib,

main ne dekha hai tumhain aksar rote hue..

2.Mile Uljhano se Fursat to Zara Dil se puchna Ghaalib,

Kya Sirf Fursaton Main Yaad Karne Ka Naam Hai Muhabbat???

3.har ek ki zindagi ka maqsad ek hi hota hai Ghaalib..

khud chahe kitna bhi bewafa ho talaash humesha wafa ki rehti hai...

4.wo mujh se pochta hain kis kis ke khawab dekhte ho Ghaalib,

bekhaber janta nahi ke yaaden us ki sone nahi deti.

5.Teri Yaari pe hum ko koi shak nahi Hai Ghaalib.....

Ye Sach hai k Teri Wafa ki Misaal Kisi Kutte se kam nahi..

6.jub koi pochta hai mujh sy meri zindagi ki qemat Ghaalib,

to mujhe yaad aa jata hai tera muskurana..

7.Ek pal mein khareed lete hain jo dil ki basti ko Ghaalib,

wo log dekhne mein aaksar gareeb hote hain...

8.tu kisi aur ke leye hoga samander-e-ishq Ghaalib,

Main tu tere sahil se roz payasa guzar jata hon.

9.Yaa Rab Doob Jaye Kisi Darya Main Wo Badal Yaa rab.

Jis Ne Barsoon Mere Sehraon Ko tarsaya Hai...

10.na dekh asman ko itni hasrat sey Ghaalib.

wo sitara toot gaya jis ki tujhe talash thi...

11.Agar deta khuda kuch ikhtayar ka mojza Ghaalib,

mein apne haathon se apne muqadar mein likhta tujhe...

12.ghum-e-faraq bhi hai aur sukoon-e-kalb bhi hai Ghaalib,

juda howa hai koi jaise umar bhar ke liye..

13.mujhe bhi shooq huwa muhabat ka Ghaalib.

aghaz-e-muhabat main hi jaan garvi rakhni pari..

14.uske sapne ko pora karne ki zidd thi meri Ghaalib,

usne azaadi mangi or mene khud ko mita diya.

15.hum to intekhab karte karte mar jaen ge Ghaalib,

koi to aye meri zindagi main jo bewafa na ho..!

16.waapasi ka safar ab mumkin na hogaa Ghaalib,

hum to nikal chuky hain aankh sy aansu ki tarha!

17.abhi tak aks hai,glass ki nok per us k honton ka Ghaalib,

zalim ne meri pyaas par bhi pehre laga diye...

18.waqt-e-rukhsat usne murh kar is tarha dekha Ghaalib,

main dil pe haath na rakhta to dil nikal jata...

19.in phoolon ka muqadar kabhi ek sa nahi hota Ghaalib,

kabhi sehre ki sajaawat bante hain to kabhi qabaron ki ronak...

20.Kal raat chand hu-ba-hu tujh jaisa tha Ghaalib,

Wohi husan, wohi ghuroor, or wohi doori...

21.tere darshan ko aa jaate hain teri galion main Ghaalib,

warna sara sheher baqi hai faqat awargi ke liye...

22.haalaat ne tor diya kachche dhaage ki tarha Ghaalib,

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Oct 25, 2009 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Ghaalib Short ShayarisWhere stories live. Discover now