Ye safar par aye tey hum is duniya
Mein ek dost ki talash mein bahut doonda hum ne lekin na mila magar
mayoos na huve lekin safar itna hassen ta ki mila Hume humsafar jo
Hume is kadar chaha dost doondte miley Hume humsafar itna Mohabbat ki ye hassen dasta mein toh
Dost doondte ayai hai hum is hassen wadiyo ke ek mehel mein.rasta najane kaha ka ta pata nahi bas chalte hi gaye hum is sunsaan si raho mein. bataq gaye hum to Mohabbat ki aas mein safar chalta gaya rastey hazaro katey bikrey hovey katinayi har mod par tey to chal padey hum zindagi ki safar mein apne humsafar ko doondte saal nikal gaye par hame woh na mila jab mila toh shadi ut gayi achanak 1 maheena waqt ta sab kuch eyse ho gaya ki pata na chala sapna jeysa shadi bhi ho gayi Mohabbat toh bezubani thi itni mohabbat ki toh hum soch hi nahi saqtey din guzar gaye humari mohabbat ko kisi ki nazar lag gayi pata nahi ki woh kya chahti hai zindagi sai hum root padey mayoosiya fayal gayi jeeney ka mauka doondne lagey toh hamey mili ek taufa woh taufa humney uney diya woh ta humara jaan ek anmol taufa woh bangaya hamara ansh kushi dugni bangayi mohabbat aur bhi mazbooth ye mohabbath bi usne hiladiya kya chahati hai woh akir pata nahi woh unsey batey karney lagi jab humney poocha toh kaha doost hai humari poorani lekin humey thi aapni mohabbath mein yakeen woh har waqt batey ussey karney lagey humey yeh deek kar dard howa aur humarey beech mein dooriya badney lagi aur mohabbath kam honey lagi roney lagi mayoos hogayi lekin mohabbath karna nahi chooda humney humara ashiq tha wo Jaf jise humari kadar nahi ehsas
nahi pyar ka lekin fir be wo atha tha achanak se us ka jism jo lag gaya hamare hath ko to nasdeekiya mehsoos hone lagi gasab hai woh jo
bandtha hai aur khudha allahutala hi hai joh Rishton mein bandtha hai shukruguzar hu mein us rab ka jo
Hume rishto mein banda aap se aur dua hai ki rab se ki ye rishta hamesha rahe marte dam tak aur din guzarte gaye Un ki bate bhi khatam na huvi wo jab bhi aatey hai seeda aur khana khake upar ja k lagey raho rehtey
hai beezar hotey huvey kostey
hai hum aapney aap ko kya
karey hum is duniya ka toh yahi haal hai kayse sudrey pata nahi bas hai toh bundey nikli huvi anko sei Dar lagta hai humey unsey aur jab kuch karey phir rootthe hai wo kya pata dost hai kya ashiq uska taqleef sai mohabbath dalo yahi dua hai rab sai bus ashiq hai hum unke aur mohabbath karte hai marte dam tak chahati hu mein unko agar wo kuch samjaye toh samjey hum woh chod dhey usko yahi dua hai hum hai ashiq unke aur ashiqi chahiye unki
"yeh duniya hai.
Aur waqt jatha ja raha hai.
Toh sambalna hai humey
Kahi pisal na jaye ya
Ya rasta choot na jaye
Is manzil ki safar mein
Rahe toh sirf.......
Kushbu e mohabbath ki"