Yaad hain.

24 3 3
                                    

Ruksat-ae-vakt, tere alfaaz abhi bhi yaad hain.
Kia jo gair sang, pyar ka aagaaj abhi bhi yaad hain.
Roye the tere kadmo me, maangi the minnate-ae-rehbajar.
Teri payal ki wo, sansani si aawaaj abhi bhi yaad hain.

Choda tha jis mukaam par, wo raah abhi bhi yaad hain.
Rahe hasti sada-muskaae tu, ki jo fariyaad abhi bhi yaad hain.
De maari the muh pe aieb se, ba honsla kaabil-ae-taarif.
Wo gulaab ki sondhi si halki, gandh abhi bhi yaad hain.

Rang suhe khoon si, aankhe abhi bhi yaad hain.
Shikwa shikaayat betuka, iljaam abhi bhi yaad hain.
Mile sb khushi ka falsafa, ae benashi-ae mehrubaa.
Dulhan si saji baa katilaa, joda laal abhi bhi yaad hain.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Feb 27, 2016 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

YaadWhere stories live. Discover now