Introduction

6.9K 84 5
                                    

Hiiii
Hello to everyone.
I m back again to bore you with one more my frustration on yhm story track now adays.

Without wasting time i m gonna u introduce with the story line.

Yeh kahaani ya kahoo my imagination ka reason present track hain raman ishita ka saath hona sirf ruhi ke liye again

Raman ka berukhapan apni beti ko wapas paane ke liye ishita ko ghr lana kya h
Swaarth ya pyaar........

Pihu ko uski asli maa se alag karna pyaar ya swaarth.......

Shagun ko uski maa banaa dena kya pyaar ya swaarth...........

Shagun ki insecurities iski jalan........

Mr. Bhalla ka shayad shagun ko le kar fear or apni family ke bikharne ka darr.......

Mrs. Bhalla ka ishita ke liye pyaar ya phir apne pariwaar aur bete ki khushi ke liye swaarth.....

Adi ka apni maa ke liye pyaar ya apne papa ka pyaar wapas paane ka swaarth.......

Mrs. Iyer ka apni beti ke pariwaar ko phirse bante dekhna ek maa ki icchaa ya apni beti ko phirse khud se door na jaane ke liye usse uske pariwaar ki bediyon mein baandhna unka neezi swaarth........

Par iss sab me

Ishita ka kya ?????????

Haan uska swaarth apni ruhi ko wapas lana lekin phir

Phir kya??????????

Ruhi ka kya??????????

Shagun raman ki shaadi kya ruhi ke liye yeh ghaav ya is ghaav ki gehraayi ko mitapana itna asaan hoga.........

Aur uss nanhi bacchi pihu ka kya

Jo ek jhoothe bhram mein jee rahi hain

Kya shagun ka itihaas janana uska haq uss masoom ko nahi hain

Aur kya ek bacche se uski maa ka naam cheen lena sahi hain


Kissi bhi halaat mein kya ek bacche ki bhawanaon ke saath khilwaad nhi h..........

Aise bahut se sawaal aur bhi hain mere mann mein jo shayad aapke mann mein bhi ho .......

(Author's note: agar aapke mann mein bhi ishra ke liye aisa koi sawaal hain yaa mere liye koi suggestion or u want me to write any story about ishita ongoing track which u feel i neglected plzzz make me through it with the help of comments i will definately make it work).

Aise hi kuch pal

Kuch pyaar ke

Kuch takraar ke

kuch ehsaas ke

Kuch gile shikwe ke

Kuch gusse ke

Kuch mohabbat ke

Kuch passion ke

Kuch jalan ke

Kuch confession ke

Kuch confrontation ke


Kuch romance ke

Kuch yaadon ke


Kuch nokjhok ke


Kuch dard ke

Kuch pashchataap ke

Kuch nafrat ke

Kuch hasrat ke




Lekin



Sab ISHRA ke............

Ishra SS: Himmatजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें