jis jahan mai ek boond sukun kii barish hoti hai,
kash hum uss jahan ke hote.
jis bagiche mai ek khushi ka gulab khilta hai,
kash hum uss bagiche ke gulab hote.
jis jahan mai ek boond isaq ka sagar hota hai,
kash hum uss sagar mai dube hote,
jis jahan mai hum jis khuda kii ibaddat karte hai,
kash uss jahan mai khuda hote.
log kehete tho hai,
kudha uss jahan mai base hai, jess jahan mai ek boond isaq ho.
hum kehete hai,
kash hum uss khuda ke ek boond isaq mai duube hote.
YOU ARE READING
Quash Hum uss jahan mai Hote!.
PoetryThe poet is tryin to convey the message that she wants to fall in love with god