Zindagi
- June 24, 2017
Do Pal Mein Toh Simatke Rehti Nahi Yeh
Kehna Chahe Bohot Kuch,
Par Kuch Kehti Nahi YehAasmaan Se Zameen Tak Iske Khwaab Hain
Kabhi Isme Khushi,
Kabhi Khub Tanab HainPyaar Ki Rah Pe Chalna Hai Chahti
Choti Choti Baaton Se Humein Khub SikhatiJaat Paat Mein Bhed Karna,
Kabse Zaroori Ho Gaya
Kehti Hai, Apne Paraye Ke Faasle Mitao,
Jeena Safal Ho GayaNoor Iske Phele Jis Jahan,
Tarakki Ki Dhup Aur Jeene Ki Chah Ne,
Janm Liya WahanSab Kehte Hain
Koi Bachchon Ka Khel Nahi Yeh
Par Ye Zindagi, Ek Aisa Khel Hai
Jise Bachche Hi Sabse Achcha Khelte Hain
Please share, if you like it, I need votes and shares
आप पढ़ रहे हैं
Woh Khwaab
PoetrySometimes its just somethings remain only a dream and sometimes you just surpass them, you lie at the edge of falling from that cliff and again restore yourself with that land of happiness by falling apart from that cliff, this is what life tells, l...