70. 🤗Mujh ko Galat na Samajna 😷

871 54 8
                                    

Recap: vidhyut and Avni face off , Avnineil missing eachother, Neil knows that Juhi is alive ......shweata scared regarding avnineil's relationship!

Here Ragini pandit and juhi faced off ...
At a Same moment Dayavanthi also comes there but looking at juhi she stopped in mid way and hide her self she just tried to heard them...
Dayavanthi herself : yeh toh Juhi hai na Neil ki premika joh iss Duniya keliye mar gayi....agar yeh ladki pandit ke saath hai toh khudh yeh pandit usko Neil ki Saamne Kyun nahin lekar jaati....kya ho Raha hai yaha
Ragini pandit: duggha duggha....mein Sapna toh nahin dekh Rahin na
Juhi looked at her,
Agar Insaan Zindagi mein ek Baar galti karta hai toh ussey maaf karsakte hai Lekin wahin galti Ko Baar Baar kare ussey kabhi maafi nahin milti.....
Saying she just turned to move but Juhi stopped her
Juhi: pandit ji..
Ragini pandit: kitni Baar kaha hai ki Mujhe peeche se maat tooka Karo
Juhi: maafi chaati hoo , Lekin aap pehele meri baat suniyea mujhe nahin pata tha ki yaha Neil anewala Hai
Hearing her pandit turned towards her
Aap hi Sochiyea agar Mujhe pata toh yaha Neil aanewala hai toh mein yaha kabhi nahi atthi......
Ragini pandit: phir bhi tum yaha ayii
Juhi: aaj poorna maasi ki din hai agar aaj joh bhi dua baba ji ki darbaar mein maang kar dhaagha baante hai unka har ek iccha puri ho jaata Hai
Hearing her pandit ji surprised
Ragini: aap Ko kab se inn Saab mein bharosa hua....
Juhi: bharosa aaj bhi nahin hai bas, Dil ki kahin khone mein lagha ki.....
Before she complete her sentence
Ragini pandit laughed,
Ragini: accha, aapki seene mein Dil bhi hai
Hearing her Juhi looked at her
Woh kya hai na aapko toh dusron ki Dil Ko thodne ka Bahut shauk hai na issliye poocha aapke seene mein bhi Dil hai kya? Agar hota toh aapko uske dardh ka meshoos nahin hota kya?
Juhi's eye's filled with tears which noticed by Ragini
Arey, yeh kya aansoo aapki Aankhon mein aap toh mahir hai dusron Ko rulane mein aaj Aisa kya hua joh aap Ko khudh Rona pada...!
Dayavanthi herself: yeh pandit uske saath Aisa Kyun baat kar Rahin hai
Juhi: Sahin kaha aapne Lekin aaj aapke koi sawalon ka jawab Nahin hai mere paas Kyun ki mein khudh nahin Jaanti ki mein kyun roh Rahin hoo Kyun Dil mein ek Ajeeb sa dardh ho Raha hai joh mein issey pehele kabhi meshoos nahin Kiya tha.... Shyaad, Haat saal pehele joh Juhi Neil se pehle Baar mili thi aaj woh phirse Zinda hogayi
Hearing her pandit ji looked at her
Ragini: kya matlab hai tumari
Juhi: yahin ki haat saal pehele joh Juhi ne ek Faisla Kiya tha ki Neil ki Zindagi se dhur jaane kaa aaj woh Faisla nahin Raha
Juhi just remembered Neil's face....

 Shyaad, Haat saal pehele joh Juhi Neil se pehle Baar mili thi aaj woh phirse Zinda hogayiHearing her pandit ji looked at herRagini: kya matlab hai tumariJuhi: yahin ki haat saal pehele joh Juhi ne ek Faisla Kiya tha ki Neil ki Zindagi se dhur jaa...

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Aaj jab mein Neil Ko dekha tha toh uske Aankhon mein meri liye wahin pyaar dekha wahin apna pan aur saath hi saath mein uska gham joh mujhse bichadne mein Mila hai usko....
Hearing her pandit Dayavanthi and Balu get shocked
Dayavanthi herself: yeh kya kehe rahin hai Neil Aab bhi ussey Pyaar Karti hai!
Bichari Ko pata hi bhi Aab uska Neil uska Raha hi nahin aur yeh pandit chup Kyun hai ussey Bata Kyun nahin deti hai ki Neil ki shaadi ho chuki hai
Here pandit and Balu looked at eachother
Juhi:Aaj itni saalon ke Baadh Mujhe yeh meshoos hua ki mein kitni galat thi ....kitni galat ki meine Neil Ko Dhoka diya uske saath bewafaa Kiya
Meine ussey apni laalaaz ki wajah se choda aur ek Aisa insaan keliye mein uske saath bewafaa kar baiti joh kabhi mujhse pyaar nahin Kiya....
Hearing this pandit ji get angry
Ragini pandit: zabaan sambhalke Meher,mera Shona tumari Zindagi mein nahin ayaa tha tum khudh Humare Zindagi mein ayii thi yeh maat bhoolna
Juhi: haa maanti hoo mein hi ayyi thi ...Lekin kya uss ek galti ki saaza aap logh Mujhe puri Zindagi denge!
Dekhiyea mein kya se kya bangayi mein ne apni zindagi Ko lekar haazare sapne dekhi , par aaj sapne dhur ki baat mein toh ek aahm ladki ki Zindagi bhi nahin Jee paa Rahin hoo sirf aapki wajhe se....sirf aapki wajhe se
Ragini: ek minute meher mein chup iska matlab yeh nahin ki mein galat aur tum Sahin ho..... Saach toh yeh hai ki aaj joh kuch bhi tum ho na uske zimindari sirf tum khudh ho
Juhi just looked at her
Aur Waise humne toh tumhe baandh kar toh nahin rakagaya na tum toh humse kab ka azaadh ho chuki ho apni Khudh ki Zindagi tum kaise bhi kisi ke saath bhi jee Sakti thi
Juhi: haa....apni zindagi Apne hissab se Jee Sakti thi agar aap mujhe apni Jaan se dhur na kardeti toh.....aap ussey muhjse cheen na Liya hota toh mein apni zindagi azaadhi se Jee Sakti thi
Dayavanthi: yeh Jaan kaun hai kis ki Jaan ki baatein kar rahe hai yeh dono
Hearing Juhi pandit ji just looking at her
Balu: tumari itni himmat tum pandit ji se itni unchi awaz mein baat ......
Saying just moved towards her , pandit ji stopped him
Ragini: Balu....... saying she nodded her head in no mode
Balu: Lekin pandit ji
Ragini: nahin Balu Akhir mein bhi dekhlo, itni Lamba waqt mein iski kitni lambi zabaan ho chuka Hai....
Now Juhi looked at her
Mein tumne Paanch saal pehele bhi tumse yahin kaha tha Meher shyaad Tumhe yaadh hai ki nahi Lekin aaj bhi tumse baatein karne ke Baadh mein phirse wahin baat kehena chaati hoo tumhe aaj bhi tumari Zindagi mein kya chaayiea hai yeh tum khudh bhi nahin jaanti... issliye keheti hoo soch.....soch apni deemaagh aur Dil dono ka istamaal karna shuru karo aur phir Zindagi jeena Kyun ki jab tum khudh nahin Jaanti tumhe kya chayiea toh koi kuch nahin karsakta....
Aur yahin baat Jaan ki woh tumhe kabhi nahin milega
Hearing her Juhi get shocked!
Kyun ki woh mere bete keliye tumari dhoke ka nishaani hai, aur mere liye meri zindagi ka Sabse badi galti joh mein apni Shona keliye Liya tha uss Jaan hum dono Ko ek nayi seekh dilaya Zindagi mein issliye Jaan tumhe Milne se na Raha.....
Juhi: nahin aap Aisa nahin karsakte meri Saath
Ragini: karsakte.....Kara chuki Hoo aur haa dhur raho ussey, aaj Paanch saal baadh tumhe yaadh ayaa hai kya, yaadh karo meher yaadh karo Paanch saal pehele ki woh raat yaadh karo , tum hi ne mujhe yeh Faisla Lene se majboor Kiya tha ....sir tum
Juhi just looking at her
Aur aaj mein tumse ek aur baat kehena chaati hoo jaisa Aab tum Zindagi Jee Rahi ho na waise hi jeete raho Kyun ki Aab tumare kismat mein na koi pyaar hai na koi Saathi......
Hearing her Juhi shocked
Juhi: nahin .... mere saath mera Neil hai woh Aab bhi mujhse Pyaar Karta hai aaj mein ek baat dekh bhi Liya aur samaj bhi Liya ki Neil aab bhi mujhse pyaar karta hai sirf muhjse...
mujhse......
Hearing her pandit ji get confused,
Dayavanthi: yeh kya bol rahin hai Neil Aab bhi usey pyaar kar raha hai, yeh kaise ho Sakta hai woh toh uss Avni se pyaar karta Hai
Ragini pandit: tum Akhir chaati kya ho?
Juhi: meri Jaan......mera Neil, meri puraani Zindagi
Ragini pandit: ummidh bhi maat rakhna
Juhi: teeke jab tak mujhe meri Jaan nahin mil jaati mein kahin Nahin jaaungi
Ragini pandit: tumari Marzi ...Lekin jab tak tum rangh mehel mein hoghi tab tak tum Hamare Nazar mein hi rahogi saying she just signed to Balu to take her with him
Dayavanthi just looking at her
Dayavanthi herself: chalo accha hua iss pandit ne Juhi Ko Neil aur Avni ke baare mein kuch nahin bataya Aab Juhi hi meri Madadh karegi Avni Ko rangh mehel tak laane mein saying she just evilly smiled and leave
Juhi sit on the car, Balu comes to Pandit ji
Balu: pandit ji aap ussey Neil ki shaadi hui baat Kyun nahin bataya
Pandit: Kyun ki kuch baatein waqt se pehle bahar nahin aani chayiea

(Avni Neil) Kis Desh Mein Hain Mera Dilजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें