Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Wakt ki berukhi ko dekh, ab to tu mil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Har alfaazo me tera hi zikar hota, abhi bhi dhadkta hai tere liye hi mera Dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Tod ke vakt ki pabandiyo ko, chhor ke jaha ki kasmkash ko tu mil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Dil ke har jakham ka Marham sa banja,ya banke hamdard mere dil e paresha ko sil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Hai Narazgi mujhse kisi Gustakhi ki, ya mil pane ki hai mushkil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Ab bhi tu hi mohhobbat hai meri, Sagar jaisa tu mai tera Sahil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Gar berukhi me ruk jaye meri sanse, Na samjhna khud ko mera katil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Bas ek mod sa hi samjha mujhko, par tum hi the meri manjil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..
Pareshaa sa rahta hai ye dil..