Yeh kaisa ladka hai
Yeh kaisi ladki hai
Iska main kya karoon
Isse main kya kahoon
Yeh ladta hai (Haan. haan)
Akadti hai (He he)
Jhagadta hai
Bigadti hai
Deewana hai
Deewani hai
But he is your best friend ya (Male)
But she is your best friend ya (Female)(Whistle)
Turututururu lala
Haye haye re haye yeh ladka
Haye haye re haye (Hye)
Karta naadaniyaan kyun
Poocho to haye (Yo) Kabhi yeh hamse ladta hai
Kabhi jhagadta hai
Koi paas iske na aana
Yeh ladka hai
Deewana hai deewana (Deewana, deewana, deewana) Haye haye re haye yeh ladkiHaye haye re haye (Hey)
Karti naadaniyaan kyun poocho to haye (Yo)
Kabhi yeh hamse ladti hai
Kabhi akadti hai
Karo door se chhedh khaani
Yeh ladki hai
Deewani hai deewani (Deewani, deewani, deewani) TurututurururuIski baatein (Hey)
Yahi jaane (Hey)
Koi bhi toh jaane na
Aisi vaisi (Hey)
Kaisi hai yeh (Hey)
Koi pehchaane na
Toh bhaago
Oh yaaron
Kar na de shaitaani
Yeh ladki hai
Deewani hai deewani (Deewani, deewani, deewani)
Yeh ladka hai
Deewana hai deewana (Deewana, deewana, deewana)(Music)
Aate jaate (Hey)
Chhedhe hamko (Hey)
Ke maane na yeh kehna
Dekho dekho (Hey)
Paagal hai yeh
Haan bachke zara rehna
Yeh aisa
Hai phir bhi
Apna isko maana
Yeh ladka hai
Deewana hai deewana (Deewana, deewana, deewana)
Ho yeh ladki hai
Deewani hai deewani (Deewani, deewani, deewani)
Haan haye haye re haye yeh ladka
Haye haye re haye (Hye)
Karti naadaniyaan kyun poocho toh haye (Yo)
Kabhi yeh hamse ladti hai
Kabhi akadti hai
Karo door se chhedh khaani
Yeh ladki hai
Deewani hai deewani (Deewani, deewani, deewani)
Yeh ladka hai
Deewana hai deewana (Deewana, deewana, deewanaWriter(s): Jatin Pandit, Sameer Anjaan, Lalitraj Pandit

KAMU SEDANG MEMBACA
🎼All About Lyrics Song🎶
De Todo🎼Semua Tentang Lirik Lagu, Nanti @therishimalhotra80_ Post Lirik Nya Kamu Juga Bisa Request Kirim Pesan Aja Ke @therishimalhotra80_ Nanti Di Kirim🎼