From Babumoshai in #Anand (1971) to singing Jumma Chumma De De in #Hum to KhudaBaksh in #ThugsOfHindostan, it has been a 47 year journey for Amitabh Bachchan. mention a user
The living legend
The one man industry
The Shenshaah of #Bollywood#HappyBirthday Amitabh Bachchan
Here are some of his memorable dialogues from his hit films.
Chupke Chukpe
Jis tarah gobhi ka phool, phool hokar phool nahi hota, waise hi gainde ka phool bhi phool hokar phool nahi hota…
Trishul
1. Aaj aap ke paas aap ki saari daulat sahi, sab kuch sahi, lekin maine aap se jyada garib aaj tak nahin dekha. Good bye, Mr R K Gupta
2. You are right, Mr R K Gupta, yeh contract mujhi ko milegi. Aur haan, mere banaye hue colony mein agar aapko ghar chahiye, to taqalluf mat kijiyega, makan aap ko mil jayega..
3. Sahi baat sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, Aur main sahi waqt ka intezaar karta hoon.
Sarkar
Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanon ke khilaf ho ya pure system ke khilaf hi kyu na ho!
Mohabbatein
1. Parampara, Pratishtha, Anushasan.
Ye is gurukul ke teen stambh hai.
Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain2. Is Imaarat ki neev itni majboot hai ke koi Raaj Aryan Haathon me Violin aur chehre pe Muskaan liye uski ek bhi eeint Hilane ke liye kadam nahi rakh sakta!Is Imaarat ki neev itni majboot hai ke koi Raaj Aryan Haathon me Violin aur chehre pe Muskaan liye uski ek bhi eeint Hilane ke liye kadam nahi rakh sakta!
Mr Natwarlal
Arre yeh jeena bhi koi jeena hai, Lallu?
Hum
Is duniya mein do tarah ka keeda hota hai.
Ek woh jo kachre se uthta hai.
Aur doosra woh jo paap ki gandegi se uthta hai….Kaala Patthar
Yeh koyle ki khaan ek azgar hai seth sahab,
jo roz, anginath logon ko nigalkar, usei peeskar,
jism se khoon ka ek-ek katra choos kar, ek laash ke roop mein ugal deta haiNamak Haraam
Hai kisi maa ke laal me himmat,
jo mere saamne aaye?Muqaddar Ka Sikander
Aur waise hi, mai is ko yaha nahi marunga, warna log kahenge Sikandar ne apne ilake me use mara….
Kaalia
Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai,
jailer sahab, Kaalia ki himmat ka faulad nahi dekha….2. Hum bhi vo hai, jo kabhi kisi ke piche nahi khade hote, Jahan khade ho jate hai, line wahin se shuru hoti hai.
YOU ARE READING
Bollywood
Non-FictionKnow about all Bollywood films. (Indian films). This will help you in deciding which films should be seen and which ones should be avoided.