Tere makhmali haatho se tuney naseeb sawara tha Mera naam likh kar tuney bahut nikhara thaa
Teri awaaz hai ke kaano mein gunja karti hai Tuney is tarah se kabhi, pyaar se mujhe pukaraa tha
Rachegi mehndi phir tere haatho par kisi aur ki rang aaye na aaye par, yaad aaega, khuch jo gawara tha
Yeh raahe, Yeh abr aur yeh mausam baarish ka Tere bgair mene, Har mausam tanah guzara tha
Mein kya kahu ke tu ab kaha hai, mujhe padhta bhi hai ya na hai
Lekin nahi bhoolunga tuney hi mujhe phir ek dafa sawarathaHo gaye juda ho gaye tanha, ab kya kahu aur Wajid usne tujh se pathhar ko, phir se taraasha tha..!!
ВЫ ЧИТАЕТЕ
HER NAME IS MOON(Nonfiction Stories of Wajid Shaikh)
Короткий рассказ"I'm still thinking that you're the good one.I hope you're happy, and you have learned that you're perfect. I'm here for you, never doubt of it. If someday I'm not here for you, it's because I'm dead. I love You, always 21 regrets filling my mindles...