Maa paa

16 3 2
                                    

Aaj kuch khayal sa aaya
Sochti hu us pal Ko jb
Mere maa paa ne mujhe chlna sikhaya..
Bohot Haseen the vo Lamhe ..
god me sr rkh sote the apni maa ke
Pallu me dubakkr rote the apni maa ke
Bohot yaad aate hai vo Lamhe...
Papa ne haatho se likhna sikhaya
Zindagi me aage badne ka rasta dikhaya
Pta nhi kb bade hogye
Ghutne ke Bal se ab pairo pe khade hogye
Bohot ummid h unko humse
Bs ab unki ummido pe khada utarna hai
Zindagi me kuch bada krna hai
Maa paa ka Naam Roshan krna hai
Unhone Hume kbhi dukh hone nhi diye hai
Humare saare gum unhone liye hai
Bohot yaad aate hai vo Lamhe...
Ab number humara hai
Humari khushi unki
Aur unka dukh humara hai
Koshish krenge ki unhe utna pyar de ske jitna unhone Hume diya hai
Apni icchao Ko tyaag kr humari icchao Ko pura Kiya hai
Khush kimat h hum ki vo humare saath h
Jinke nhi unki yaade unke saath hai .....

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: May 28, 2020 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Maa PaaWhere stories live. Discover now