Poem 2 - My Mom

105 4 5
                                    

Bhukhar agar mujhe ho to raat bhar wo nahi soti

Ghar ke kaamo ke saath saath mere bhukhar ka bhi khyaal rakhti hai

Meri maa mujhe duniya mein sabse zyaada pyaar karti hai


Mere bina jaane apni ichaye maarkar meri ichaayein puri karti hai

Duniya mein jahan sab apne aap ko khush karte hain, wo mujhe apni khushiyon se upar rakhti hai

Meri maa mujhe duniya mein sabse zyaada pyaar karti hai


Kitni bhi thaki hui hu, khaana banane ke liye mana nahi karti

Aur wo hi mein thak jaau to ek kaam nahi karni deti

Meri maa mujhe duniya mein sabse zyaada pyaar karti hai


Guys this is my second poem... Just any comment, it will be very helpful and if you liked it please give it a vote...

Short Hindi PoemsWhere stories live. Discover now